Can anyone explain how this guy built the video editor using Claude AI? I have basic understanding of coding , so I'm curious if someone can break down what he mentioned in the second pic
Chatgpt jaise hi Claude AI tool use karke video editor banaya hai kisine , main puchra tha ki kya koi jaanta h ye usne kaise kiya
0 replies1 like
More like this
Recommendations from Medial
Raja Bhai
Hey I am on Medial • 7m
Koi batayega hota kya hi is app me kaise kya krna hi jaise add dekha tha vaise kuch to ni lg rha hi ki koi kisi ke idea me funding ya investment krta hoga
1 replies2 likes
Kumar Suresh
Hey I am on Medial • 2m
ShopyBuddy - Apna Desh, Apna Dukan
✅ Sirf 60 seconds mein apna FREE online store banayein!
✅ Orders, inventory, delivery aur sales ek jagah par manage karein.
✅ Shopify ka free alternative jo India ke liye hai!
✅ Apne customers ke saath apna store l
to day I have 1 more idea 💡
it is a commision work
ham log Sadi eco friendly decoration
karna chahte hai lekin koi bhi iska decorator milta nahi hame bas iske liye ek team banani hogi jo sab arange karke
pura decoration kar de aur hame apna vebsi
See More
1 replies3 likes
Vishal Malhotra
Never Quit • 3m
Main jaanta hoon ki 2024 ek aasan saal nahi tha. Kabhi family problems ne pareshan kiya, toh kabhi financial struggles ne humein thoda rula diya. Shayad kuch sapne adhure rahe, kuch faisle galat ho gaye, aur kuch rishte sambhalne mein mushkilein aayi
See More
0 replies1 like
Ankur Singh
Startup Idea 💡 • 2m
traffic light
kiya ham kuch esa bana sakte hai jo traffic light ko manage kar sake
jaise hamne dekha hai har traffic light par timer lga hota hai. 2 minutes 3 minutes 30 seconds but aapne notice Kiya hoga
jaise kisi red light par koi traffic nhi
Mere pass ek business idea hai jo main pichle 10 year's se kar Raha hun aur bahot achha chal Raha tha aur dhire dhire main use badha bhi Raha tha kyunki business ke sath mujhe Ghar bhi chalana tha mere kandhho pe 6 insaan ki jimmedari hai aur sab kuc
See More
8 replies9 likes
Naman Arora
Interested in financ... • 1m
Ek waqt tha jab meri life bilkul confused thi. Har din naya stress, nayi tension. Kaam ka pressure, personal life mein clarity nahi, aur dimaag mein itne thoughts ki kuch samajh nahi aa raha tha. Aisa lagta tha ki main apni hi life mein lost ho gaya
🌟 Meet Meera, Your Average Overworked Professional! 🌟
Meera ka din shuru hota hai early morning meetings se aur khatam hota hai late-night emails pe. 👩💻 Uske busy schedule mein, self-care aur healthy habits ko follow karna mushkil tha.
Phir ek
kal me whatsapp avatar send kr raha tha jabhi mere dimag me aaya ki agar koi aisa messaging app banaye jisme high quality avatar like whatsapp ke through chats kare to kitna acha lagta example jo hum type karke kuch likhte like kuch bhi to wo message
See More
2 replies1 like
Mohd Mufeed
Hey I am on Medial • 3m
Mai Basmati rice manufacturer hu.mai poora process karta hu (paddy purchase kar k rice nikalta hu)jo ward class company ko jata hai.jo India se export karti hai,but hum log poora process karke bhi jyda profit ni bna pa rahe hai.mere Clint Patanjali,D