Startup Idea 💡 • 8m
traffic light kiya ham kuch esa bana sakte hai jo traffic light ko manage kar sake jaise hamne dekha hai har traffic light par timer lga hota hai. 2 minutes 3 minutes 30 seconds but aapne notice Kiya hoga jaise kisi red light par koi traffic nhi hai par hame 3 minutes wait karna hoga kiyu ki 3 minutes waiting time light on hai jis se time bahut best hota hai solution:- kiyu na ek esa AI device banaya jaye jis se time bache jaise ham red light par hai or traffic kaam hai to hamara AI device us 3 minutes time ko kaam kar de jaise traffic ko dekhte hua 2 minutes minutes 30 seconds jis se time ki bahut bachat ho sakti hai ham sab jante hai time bahut important hai jis ne time save kar liya us ne money save kar li or es se accident bhi kam ho sakte hai jaise ham sabne dekha hai right side ki red light on hai par Back side Bala car bike ko nikar leta hai jis se kabhi to accident ho jata hai support me
Digital Marketer (Me... • 1y
I brainstormed an idea to minimise RTO (Return To Origin) . (I am taking example of Apparel brand) My idea is ...... Ham soche Hai Ki , ham customers ko ek facility dete Hai jisme purchased product ke 6 ya 12 months baad woo chahe tho hamre offline
See MoreElectronics manufact... • 9m
aaj ka time hai humare desh me bohot hi aadaik pradushan hai jisse logo ko ghar me rehte howe bhi sas Lena bahut samasya hoti hai isse ka ek normal Samadhan Hai natural jis product banna kar hum core rupiya income kar skte hai thori mehnat ki jaroat
See MoreHey I am on Medial • 9m
i have an idea undergarments ke badte menufacturing ke karan unhe expert workers nhi mil pate jis wajah se unhe factory ko ghate me run karna padta hai or kuchh time baad fir band karna padta lekin me ek esa training centre banana chahta hu jisme ham
See MoreMe kuchh bhi kar sak... • 1m
mene kafi time se business ke upar bahut kuchh jankari nikalla hai ab dhire dhire kuchh kuchh shamjh araaha hai ki kayse shuru karna hai or kaha se or kitna payment apne pass se paysha lagana hai or products ko kayse lonch karna hai kon sa mark
See MoreHey I am on Medial • 4m
Aaj ke samay mein logon ki aankhon ki roshni tezī se kam ho rahi hai, aur iske kai bade kaaran hain. Neeche kuch mukhya wajahen di gayi hain jo aajkal aankhon ki takleef ka sabab ban rahi hain: 1. Mobile aur Screen Time ka zyada istemal: Sabse bada
See MoreDownload the medial app to read full posts, comements and news.