Digital Marketer (Me... • 1y
I brainstormed an idea to minimise RTO (Return To Origin) . (I am taking example of Apparel brand) My idea is ...... Ham soche Hai Ki , ham customers ko ek facility dete Hai jisme purchased product ke 6 ya 12 months baad woo chahe tho hamre offline store or small corner shops par jakar Apne used products ke badle ek discount(30-40%) coupon le sakte , lekin yhe facility uss product mein Nahi hogi jis product ko unhone ne exchange karke mangaya hoga yaa tho products return kiye hue amt se purchase Kiya hoga . Aur ham Jo products jama karenge usse Ham fir agge , needy and under privileged people ko donate kar denge . This act will also create a positive image of our brand and reduce waste and help those needy peoples . Tho Apko Kya lagta hau aisa Karne se Kya ham kuch hadd tak kaam kar payenge RTO , Kya woo log tho bahut hi weak reason se return Karne wale honge woo ess discount ke lalach se rukk jayenge ? Please take a time and then give opinions, don't rush 🙏 Thank you all 🙏
Hey I am on Medial • 1m
share market mein yah Kaise pata lagaen ki badi company kaun si hai aur Chhoti company kaun si hai aur ham kin companiyon Mein invest Karke safe Rah sakte hain usko janne ke liye company ko market cap ke hisab se mapa jata hai 50000 karor se Upar ki
See MoreHey I am on Medial • 10d
social market me instagram, facebook and youTube bina kisi reason se logo ke account delete kar rahe special to un logo ke jo apni reels ya video me paise kamana sikhate h ya paise ki baat karte h kya lagta h aapko market me new app aana chahiye ya n
See MoreCorporate business h... • 5m
mere pass apni interior design ki company hai our hamari company mea our bhi 20 alag alag company group mea juda kara kam karati hai ham bade se bada koi bhi project khud hi karate hai hame apne group ko our bada banana hai to isliye kuchh investment
See MoreDownload the medial app to read full posts, comements and news.