City mai sab log pa ket ka dudh khate hai. Jaise ki amul, mahananda. Packet ka dudh sehat ke liye hanikarak hai. Kyun ki us dudh mai milavat hoti hai jaise ki costic soda, melamine, urea, sugar, ya fir dudh hi duplicate hota hai. So my idea is:- hum farmar se milk lenge direct aur farmar ke samne hi us dudh ko pack kar ke us farmar ka QR code us bottle par laga denge. Aur jaise order hai vaise deliver kar denge. Esase ye hoga ki transparancy rahegi customer aur company ke bitch. Customer kabhi bhi QR code scan karke farmar ko puch sakta hai ki kya milk apne diya hai. Aur kisi farmar ki complaint kar di customer ne toh us farmar ka milk test karenge ya fir band kar denge. Har mahine farmar ki cow ka testing hoga. Random basis pe milk ka bhi test karenge jaise urea, sugar aur kuch test hote hai. Need money to sale 100% pure milk.
Download the medial app to read full posts, comements and news.