Back

ff jani

Hey I am on Medial • 5m

Mere pass ek business idea hai jo main pichle 10 year's se kar Raha hun aur bahot achha chal Raha tha aur dhire dhire main use badha bhi Raha tha kyunki business ke sath mujhe Ghar bhi chalana tha mere kandhho pe 6 insaan ki jimmedari hai aur sab kuch sahi chal Raha tha lekin 10 bar se bhi jyada esi bimari mere ghar mai meri wife aur maa ko aayi ke Mera sab kuch capital khatam ho Gaya ab Mera cibil bhi kharab ho Gaya hai lekin boss business Aisa hai ke aap 1cr lagayoge main guarantee ke sath kaheta hun ki 1 saal me 50% ka return milega jab ki mere pass to jab chalu Kiya tab Khali 75,000 Capital tha usme bhi do partners the hum Mera kuch nahi tha sab uska tha aur sar pe 10 lakh ka chalu vyaj 3% ka Deva tha voh clear Kiya khud ki shadi ki baheno ki shadi karvayi gaon main Ghar banaya lekin dekho sab ekdam khatam ho Gaya kya aap backup de sakte ho to hosla abhi bhi buland hai bolo kya bolte ho yeh jo main bol Raha hu sab ful proof ke sath bata Raha hun aur bhi bahot kuch hai batane ko l.

9 Replies
9
Replies (9)

More like this

Recommendations from Medial

Image Description
Image Description

Ravi Singh

Help you to grow • 7m

Hey frnds.. Abhi mera side business ke liye kuch puchna tha Mere pass Costumise watter bottle napkins and food Packing Jisme hum Restaurants ki Branding karke dete hai Axa chal raha but abhi mujhe usko Lucknow ke bahar bhi start karna hai how can I

See More
5 Replies
3
5

Vinay sharma

H • 3m

new business startup my projector kuchh kamiyan Ho Gai thi isliye main apna startup nahin kar Paya . mere ko fund ki avashyakta hai ab Main apni Pramod banana chahta hun dobara. 6306014049 VINAY SHARMA Main Apne project mein 5 sal se badh kar raha

See More
Reply
2
Image Description
Image Description

Amit Kumar

Hey I am on Medial • 1m

sar mere district mein kuchh karne ke liye mere pass idea hai but vah kaise hoga mujhe nahin samajh mein a raha hai Main chahta Hun ki mujhe Koi advice De aur Main vah chij ko kar paaun

3 Replies
1
Image Description
Image Description

Rohan Saha

Founder - Burn Inves... • 4m

ye mere sath bar bar ho raha hai kuch vi post karo delete ho ja raha hai, me to buss FIIs and DIIs ke buying and selling ke bare me bata rahau hu

8 Replies
5
Image Description

Aneesh Kumar

Making india entrepr... • 6m

2024 was full of ups and downs. But it taught us many valuable lessons. At last main yahi kahunga , " Life mein filmo ki tarha ant mein sab kuch theek he ho jata hai , aur agar theek na ho to wo ant nhi , pichar abhi baki hai mere dost ."

2 Replies
1
2
Image Description
Image Description

Suman Meghwal

Wealthseeker • 5h

Suno yaar, ye nahi hai ki ideas nahi hote... dikkat ye hoti hai ki kaun sa idea kis waqt aapka kaan pakad ke kheench le — aur uss idea se kuch seekh ke aisa kaam karein jo society ko bhi serve kare, logon ko acha lage aur time + paisa dono vasool ho.

See More
7 Replies
7
Image Description
Image Description

vipin khetan

The passion to turn ... • 6m

Team Join Karne Ka Mauka! Main ek naye business project ke liye ek team bana raha hoon aur mujhe 4 logon ki zarurat hai: 1. Marketing Expert: Jo marketing aur branding mein mahir ho. 2. Developer: Jo technical aur development ka kaam sambhal sake

See More
6 Replies
2
Image Description
Image Description

Jatin Jaiswal

Hey I am on Medial • 5m

Mera naam jatin jaiswal hai main chhattisgarh ke katghora se belong karta hun & mera family ek lover middle class family hai so mere paas ek behtarin business plan hote huye bhi main kuch nahin kar pa rha esliye main chahta hun ki jo mere plan ke bar

See More
2 Replies
1
5
Image Description
Image Description

Inactive

AprameyaAI • 10m

So, scene yeh hai – main 17 ka hoon, college mein apni Xerox aur assignment-writing jugad chala raha hoon along with startup. Pehle toh sirf doston ki help ke liye shuru kiya tha, but ab soch raha hoon ki isko full-on business mein badla jaye. Kyun s

See More
7 Replies
1
9
Image Description
Image Description

local ls

Programmer • 20d

Main ek phase se guzar raha hoon jahan mujhe clarity ki sakht zarurat hai. AI ke rapid growth ke zamane mein, mujhe samajh nahi aa raha ki kis skill ya domain par focus karun — aur kaise ek stable earning path create karun. Mainne pichle kuch saal m

See More
3 Replies
2

Download the medial app to read full posts, comements and news.