Ye sab doglapan hai • 6m
Bhai, startup ka naam toh rakha tha KOO, lekin kaam aisa ki log bas 'Ooo!' bolke nikal gaye.
Need investment • 3m
Hello!! Mera naam shubham hai... uttrakhand ka rehne wala hun... after 12th mai haryana aya tha graduation karne ke lie... ek university mai admission lia.... ab 3saal hogye lekin university wale bar bar back lgare paise khare... Mai thak chuka hun a
See MoreInterested in financ... • 5m
Ek waqt tha jab meri life bilkul confused thi. Har din naya stress, nayi tension. Kaam ka pressure, personal life mein clarity nahi, aur dimaag mein itne thoughts ki kuch samajh nahi aa raha tha. Aisa lagta tha ki main apni hi life mein lost ho gaya
See MoreIf, in the end, we c... • 8m
Ek idea hai Jispe kaam hona chahiye . Mujhe pata nahi kaise hoga lekin hon chahiye . Ek Biggest problem hai kahi ka banda kahi kaam kar raha hai . Ex. Designing ka banda sales and marketing me hai, Marketing ka banda account main . Aisa bahot kuchh
See MoreIdeas loud. Actions ... • 1m
Build in Public – Day 6 (posted on Day 7) Day 6 was quiet, but productive. 🛠️ Dashboard UI pe kaam start kiya Thoda time feature planning mein gaya And had one of those “kaam zyada hai time kam” wale days Bas ek reminder baar baar repeat kar rah
See MoreFounder @MeeToday | ... • 7m
Ek aisa idea hai jo pet owners ke liye life easy bana dega – Pet Care Vending Machines. Matlab, imagine karo ki aap apne dog ya cat ke saath park gaye ho aur food ya toy le jaana bhool gaye. Toh bas ek vending machine ke paas jao, aur wahan se pet fo
See MoreBuilding xces • 11m
Zindagi or business dono me grow karne ke liye rejection jaruri hain almost almost mujhe 200 se jada vc firm and angel investor se rejection mila mere galtiyo ke karan jo mene apne pitch deck and business model me kiya. Jab first rejection ka email
See MoreStartup and General ... • 5m
Startup founders, suno! Maine ek baar AI ko apna “shortcut” samjha. Ek Co-Founder Agreement tha – par client bola, “Bas jaldi ho jaye!” AI ne ek minute mein check kiya. ✅ Terms saaf. ✅ Koi risk nahi dikha. Laga, “Wah, kitna aasan hai!” Par phirr di
See MoreDownload the medial app to read full posts, comements and news.