Zindagi or business dono me grow karne ke liye rejection jaruri hain almost almost mujhe 200 se jada vc firm and angel investor se rejection mila mere galtiyo ke karan jo mene apne pitch deck and business model me kiya. Jab first rejection ka email aaya toh me kafi demotivate hogya tha business band karne ka khayal arha tha infact almost ek hafta mene kuch kaam nhi Kiya lekin baad me smaj aaya ki rejection mujhe mere galtiyo pe mila hain unhe improve karna chahiye Or mene un chizo pe kaam kiya improve Kiya jaruri nhi hain ki tumhe har bar success milega life me rejection bhi milega lekin usse shikhna har nhi man na. Best of luck for your journey future billion doller startup founders.
Download the medial app to read full posts, comements and news.