Back

krati gautam

Startup and General ... • 4m

Startup founders, suno! Maine ek baar AI ko apna “shortcut” samjha. Ek Co-Founder Agreement tha – par client bola, “Bas jaldi ho jaye!” AI ne ek minute mein check kiya. ✅ Terms saaf.
✅ Koi risk nahi dikha. Laga, “Wah, kitna aasan hai!” Par phirr dil ne kaha, “Ek baar khud padh le, Kya Karun lawyer hun, jab tak line by line client ko protect kar rahi hun ye ensure na karlun tab tak dil nahi manta.” Jab dekha, to “Co founders k equity k proportionate working hours ka division hi nahi tha, or isse kya hota? Future mei koi kam kaam krke b jada profit lekr jata ya phir kaam na bhi karta..! Agar yeh sign ho jata, toh startup ka control haath se nikal sakta tha. Sapna shuru hone se pehle toot jata! ek founder ka vision, ek startup ka potential – toh wahan sirf ek experienced lawyer hi kaam aata hai. Startup banane ka sapna dekh rahe ho? Let’s protect your dream, one clause at a time! agar apko bhi chahie solid foundation?DM/ email kar skate hain at- ✅ krati@katarki.com

1 Reply
5
Replies (1)

More like this

Recommendations from Medial

Image Description

Himesh Arya

Hey I am on Medial • 2m

Hey everyone! Main ek naya startup idea pe kaam kar raha hoon – aur jaldi hi ek app launch karne ka plan hai. 🙌 Abhi main initial research & planning phase me hoon, aur mujhe thodi guidance, mentorship, aur support ki zarurat hai. Agar aap: ✅ Start

See More
1 Reply
3

Bhavin Bhavsar

Ideas loud. Actions ... • 12d

Build in Public – Day 5 (posted on Day 6) Kal ka din mix tha — thode wins, thodi learnings. ✅ Worked on backend infra ✅ Got feedback on the funnel and made a few changes ✅ Small bugs aaye the — mostly fix ho gaye by night Ek cheez realise ki — Aga

See More
Reply
1
3
Image Description

Aditya Sahu

Big thinking always ... • 4m

Hiring Ka Future: Kya Resume Ki Jagah Ek Unique Career Code Hona Chahiye? 🤔 Aaj hiring me fake resumes, slow process, aur wrong hiring jaise problems common hain. Kya ek aisa platform helpful hoga jisme har job seeker ka ek unique career code ho?

See More
3 Replies
1
Image Description

Hamza siddiqui

Founder | Fashion Fr... • 25d

Hi Founders, Entrepreneurs & Hustlers, Main Hamza Siddiqui hoon, Mumbai se. Main ek ethnic women’s wear brand – Fashion Frenzy ka founder hoon. Pichhle 2 saal se main manufacturing aur wholesale ka kaam kar raha hoon – ladies kurtis hum khud desig

See More
1 Reply
6

Bhavin Bhavsar

Ideas loud. Actions ... • 11d

Build in Public – Day 6 (posted on Day 7) Day 6 was quiet, but productive. 🛠️ Dashboard UI pe kaam start kiya Thoda time feature planning mein gaya And had one of those “kaam zyada hai time kam” wale days Bas ek reminder baar baar repeat kar rah

See More
Reply
1
2
Image Description
Image Description

Naman Arora

Interested in financ... • 5m

Ek waqt tha jab meri life bilkul confused thi. Har din naya stress, nayi tension. Kaam ka pressure, personal life mein clarity nahi, aur dimaag mein itne thoughts ki kuch samajh nahi aa raha tha. Aisa lagta tha ki main apni hi life mein lost ho gaya

See More
4 Replies
8
Image Description
Image Description

Entrepreneur

If, in the end, we c... • 7m

Ek idea hai Jispe kaam hona chahiye . Mujhe pata nahi kaise hoga lekin hon chahiye . Ek Biggest problem hai kahi ka banda kahi kaam kar raha hai . Ex. Designing ka banda sales and marketing me hai, Marketing ka banda account main . Aisa bahot kuchh

See More
8 Replies
1
4

THE CHETZZ

Stoic : Boundless • 6m

Startup ki reality: "Don’t worry, sab set ho jayega... bas ek baar Google se padh lete hain."

Reply
2
Image Description

Akash Jain

Real Estate Solopren... • 6m

I’ve moved 20 times, and har baar ek hi kahani repeat hoti thi—security deposit ka ek hissa bina wajah katega, brokerage ke naam pe ek mahine ka rent barbaad hoga, aur ghar waise milega jo photos ya promises se bilkul alag hoga. Na genuine reviews, n

See More
3 Replies
2
1
Image Description

Riajuddin Khan

“Where audio meets i... • 1m

Ek aisa idea jo sirf gadget nahi... ek assistant banega. Mera startup abhi early-stage par hai, ek AI-enabled wearable device ke upar kaam ho raha hai — practical, futuristic aur youth-focused. Ab mujhe chahiye ek investor — jo sirf paisa nahi, beli

See More
6 Replies
4

Download the medial app to read full posts, comements and news.