Back

Mamta Tripathi

Idea💡 • 2m

Hiiii frnd... I have a idea💡 hame ek app banana chahiye like rapido zomato etc....but these are different because.......... iss app ke thrue hum needy person ko jisko ek insan ki jroorat ho o chahe jis type ki ho... to uske support ke liye jaise use ya uske kisi fmly member ko hospital me lejana leaana ho to kisi ke sath ki jroorat hoti hai.. kyuki aj ke time log bht busy hai aur hospital boring jgh hai aur bht jyada wait krna hota hai... aur bhi bhut jagah jaha company ki jroorat hoti hai to o easly iss app ke thrue hire kr skta hai.. o jisko hire krega kuchh paise dega .... jisse logo ko job bhi milegi aur doosri taraf uski need bhi poora ho jayegi..... plz support me💡🙏💫✍️ _____________Mamta tiwari

8 replies7 likes
Replies (8)

More like this

Recommendations from Medial

Image Description
Image Description

Arjun yadav

Labour app • 5m

Bharat ko China ki tarah kam karna chahie Jaise Bharat mein YouTube Facebook Twitter ke sabse jyada user Indian hai lekin vahin China ne ine sabhi appo ke competitor ko lakar inki hawa kharab kar rakhi hai aise hi Bharat mein bhi YouTube ka competiti

See More
8 replies4 likes
Image Description
Image Description

ff jani

Hey I am on Medial • 3m

Mere pass ek business idea hai jo main pichle 10 year's se kar Raha hun aur bahot achha chal Raha tha aur dhire dhire main use badha bhi Raha tha kyunki business ke sath mujhe Ghar bhi chalana tha mere kandhho pe 6 insaan ki jimmedari hai aur sab kuc

See More
8 replies9 likes
Image Description
Image Description

Arjun yadav

Labour app • 5m

labour provide app bhi kafi useful ho sakta hai iske liye Kai prakar ke condition lagu karne padenge labour provide app jaise ki Ghar ki marmmat ya FIR randomly liver urgent labour part time lever full time labour essay majdur community Ko bhi fayda

See More
3 replies2 likes
Image Description
Image Description

Rishabh Verma

The Only Way Out Is ... • 10m

Let's learn From Their Failures 1. Steve Jobs 1985 mein Steve Jobs ko Apple se nikal diya gaya tha, jo unhone co-found ki thi. 2. Jeff Bezos Amazon ke early days mein, Bezos ne kai projects launch kiye, jaise Fire Phone, jo bilkul flop ho gaya.

See More
4 replies12 likes
2
Anonymous

Aaj ke zamanay mein, fashion sirf trendy aur stylish hone se zyada, responsible aur eco-friendly hone ka bhi trend bana hai. Sustainable Fashion ne apne aap ko ek aise movement ke roop mein sthapit kiya hai jo na sirf environment ko bacha raha hai, b

See More
0 replies4 likes
Image Description
Image Description

100rav Rajput

Hey I am on Medial • 4m

mere pass ek idea hai jo ki malls vagaira ko sath mein public customers bulane ka mauka dega jisse ki Mall ki sel jyada hogi aur uski name value jyada hogi use point per mere pass idea hai jo kafi effective rahega sabhi malls ke liye sabhi jagah ke l

See More
8 replies3 likes
1
Image Description
Image Description

Tuka Bende

Hey I am on Medial • 8m

City mai sab log pa ket ka dudh khate hai. Jaise ki amul, mahananda. Packet ka dudh sehat ke liye hanikarak hai. Kyun ki us dudh mai milavat hoti hai jaise ki costic soda, melamine, urea, sugar, ya fir dudh hi duplicate hota hai. So my idea is:- hu

See More
11 replies8 likes
1
Image Description
Image Description

Aas mohammd malik

Hey I am on Medial • 5m

me inverter or motorcycle ki battery manufacturering karta hu mere pas ek badi company banane ka idea hai jo pori india or bahar ke deso me kam karega or mere pas Mera apna tread mark brand hai jisko lagh bagh sari doniya janti hai or o name MRF BA

See More
3 replies3 likes

deepak invester

Founder of Hecco • 3m

BambooQ: Sustainable Innovation in Oral Care BambooQ ek eco-friendly toothbrush brand hai, jo sustainable aur biodegradable products offer karta hai. Humara mission hai oral care ko environmentally friendly banane ke liye bamboo brushes ko mass mark

See More
0 replies3 likes

deepak invester

Founder of Hecco • 3m

BambooQ: Sustainable Innovation in Oral Care BambooQ ek eco-friendly toothbrush brand hai, jo sustainable aur biodegradable products offer karta hai. Humara mission hai oral care ko environmentally friendly banane ke liye bamboo brushes ko mass mark

See More
0 replies2 likes

Download the medial app to read full posts, comements and news.