Bharat ki Bus • 8m
Diesel Vehicles vs. Electric Vehicles: Global Warming Ka Hal Global warming ek vishal samasya hai jo hamare paryavaran ko prabhavit kar rahi hai. Diesel vehicles ke istemal se carbon dioxide aur anya ghasiye padarthon ka utpadaan hota hai, jo vayu pradushan aur climate change ka karan bante hain. Isliye, diesel vehicles ka istemal kam karke aur electric vehicles (EVs) ko apnana ek mahatvapurn kadam hai. Electric vehicles, jo bijli se chalate hain, unka carbon footprint diesel vehicles se kafi kam hota hai. Agar hum renewable energy sources jese solar ya wind energy ka istemal karein, toh hum EVs ke dwara aur bhi jyada carbon emissions kam kar sakte hain. Sathi hi, EVs ke istemal se vayu pradushan bhi kam hota hai, jo swasthya ke liye laabhdayak hai. Humein ek jut hoke in parivartan ko apnana hoga, taki hum apne agle peedhi ke liye ek swachh aur sustainable bhavishya bana saken. Diesel se electric ki taraf jana, global warming ko kam karne ka ek prabhavit tarika hai.
Hey I am on Medial • 1m
Aaj ke samay mein logon ki aankhon ki roshni tezī se kam ho rahi hai, aur iske kai bade kaaran hain. Neeche kuch mukhya wajahen di gayi hain jo aajkal aankhon ki takleef ka sabab ban rahi hain: 1. Mobile aur Screen Time ka zyada istemal: Sabse bada
See MoreReal estate property... • 7d
Ek aur startup Hai jiske andar sentering ka material kharidna padega aur sentering ka kam karne per achcha khasa profit hota Hai ismein minimum investment 2500000 ka hoga jismein Kam start ho sakta hai Sath hi kuchh case amount ki avashyakta padegi
Every Trand Makes Ne... • 1m
Aaj kal startup ek real solution dene ka zariya kam aur ek fashion zyada ban gaya hai. Mujhe startup se problem nahi hai, par takleef us soch se hai jahan log bina kisi expertise ke sirf uske good side ko dekh kar is field mein aate hain. Unhe lagta
See MoreHey I am on Medial • 6d
India ka energy drink market tezi se grow kar raha hai, par local taste ke options nahi hain. Frosh ek unique masala soda-based energy drink hai jo desi flavor aur herbal energy boost dono deta hai. ₹25–₹30 ke price point par ye affordable bhi hai au
See MoreWeb Developer || Vi... • 1y
Some tech Influencers be like: Meri Ek taang nakli hai, Mai hockey ka bohoth bada khiladi tha. Ek din Uday bhai ko meri kisi baat pe gussa aagaya aur mere he hockey se meri taang ke do tukde kar diye. Lekin fir mujhe pata chala Staler Academy ka .
See MoreDownload the medial app to read full posts, comements and news.