Problem: India mein 80% se zyada farmers chhote ya marginal farmers hain jo 2 hectares se kam zameen pe kheti karte hain. Inke liye irrigation ek badi problem hai—kabhi paani zyada ho jata hai, kabhi kam, aur yeh crop yield aur soil health ko affect karta hai. Existing irrigation systems (jaise drip ya sprinkler) costly hain, aur weather prediction ya soil data ke basis pe automated irrigation systems mostly bade farms ke liye design kiye gaye hain. Chhote farmers ke liye koi affordable, localized, aur ML-based solution nahi hai jo unke specific field aur crop ke hisaab se irrigation schedule optimize kare. aisa system jo hyperlocalised ho and afforadable bhi
Download the medial app to read full posts, comements and news.