Exam ke baad dost ne pucha:- Paper kaisa tha?’
Maine bola:- Dil toh tod diya usne, par haan… question paper bohot acha tha!
0 replies3 likes
Rohan Saha
Stealth • 5m
Jaisa ki mene bola tha gir geya apne top se market...🥹 Ab ye boring ho geya he subhe subhe...
0 replies4 likes
Amanat Prakash
Stealth • 5m
Zindagi or business dono me grow karne ke liye rejection jaruri hain almost almost mujhe 200 se jada vc firm and angel investor se rejection mila mere galtiyo ke karan jo mene apne pitch deck and business model me kiya.
Jab first rejection ka email
See More
14 replies5 likes
Pyare Goswami
Stealth • 1m
main jamshedpur ( Jharkhand) se hu maine 2019 me DOOR surf se home delivery ka start up kiya tha ( grocery vegetables fruits and nn vg item) or jamshedpur me mera business achha chal bhi raha hai but khud ke shop na hone ke wjh se mera margin bahut
See More
2 replies2 likes
Rohan Saha
•
YouTube • 9m
Mene avi "META AI" pe
Telegram vs whatsApp
send kiya or ye mereko ye vej raha he... Matlab apne hi muh se apni beizzati
😑Esko pata nhi ha jack ma ke sath kya hua tha , jada political Banega peel diya jayega ....apne aap ko State se bada jisne samjha usko sabak mila
2 replies6 likes
ff jani
Stealth • 6d
Mere pass ek business idea hai jo main pichle 10 year's se kar Raha hun aur bahot achha chal Raha tha aur dhire dhire main use badha bhi Raha tha kyunki business ke sath mujhe Ghar bhi chalana tha mere kandhho pe 6 insaan ki jimmedari hai aur sab kuc
See More
8 replies8 likes
Vishal Malhotra
Stealth • 1m
Main jaanta hoon ki 2024 ek aasan saal nahi tha. Kabhi family problems ne pareshan kiya, toh kabhi financial struggles ne humein thoda rula diya. Shayad kuch sapne adhure rahe, kuch faisle galat ho gaye, aur kuch rishte sambhalne mein mushkilein aayi
See More
0 replies1 like
Amanat Prakash
Stealth • 5m
If apko freelance platform start karna huaa toh konsa problem solve karne ka try kroge ya konsa asha special feature add karna chahoge jo tumare according kuch value add krega tumare platform pe
8 replies3 likes
Armita Nagar
Stealth • 15d
hey
ek food ke releted idea hai kuch naya and vo market me nahi an mere uske bare me jitna research kiya hai usse pata chala ki usme lag bhag 4 lak ka hi kharcha hai ..
to mere sath kuch naya karne ke liye kon aayega and I'm 19 year old.. muje apne