Aaj mere liye kafi special day hain life ka first macbook order kar diya mene apne self earning seh almost almost 6 saal without any laptop mene apna business run Kiya , skills improve Kiya her ek chiz manage Kiya and ab Jake finally upgrade kar ra
See More
8 replies9 likes
Rohan Saha
Stealth • 3m
Jaisa ki mene bola tha gir geya apne top se market...🥹 Ab ye boring ho geya he subhe subhe...
0 replies4 likes
Rohan Saha
•
YouTube • 6m
Etne din ye platform use karne ke bad mereko pata chal raha he ki me yeha pe Email, phone number kuch update hi nahi sakta.... Or mereko yad vi nahi mene account banaya kisea tha 😵😵😵😐
1 replies6 likes
Amanat Prakash
Stealth • 2m
Zindagi or business dono me grow karne ke liye rejection jaruri hain almost almost mujhe 200 se jada vc firm and angel investor se rejection mila mere galtiyo ke karan jo mene apne pitch deck and business model me kiya.
Jab first rejection ka email
See More
13 replies5 likes
Sahil Bagwan
Stealth • 3m
Hello everyone I need help
Muje ye pta Krna h ki india me per year total kitne candidates govt job k liye apply krte hai ya fir per year total kitne candidates govt job ke exams dete hai
Kese or kaha se ye data mil skta hai any idea?
Mene internet
See More
0 replies3 likes
Rohan Saha
•
YouTube • 6m
Aaj kal sab AI AI.. AI bot chila rahe he lakin kya kavi kisi ne ye socha he ki AI me jo vi ho raha he bo english me ho rahe he HINDI ka kahi vi namo nisan he hi nahi Or agar he vi to buss bo dekhabati, upperse INDIAN COMPANIES jo AI me kam kar rahi h
See More
2 replies6 likes
Sahil Bagwan
Stealth • 3m
India me har mahine crodo students govt job k liye exam dete h, jiske liye unhe ek city se dusri city Jana hota h ya fir dusre state bhi.
Ab imagine kro kyu na ek app ho jisme ek matching system ho ek student apni details enter krega jese:
Current ci
Hey you all I am going to start a drop shipping store business starting from next week. Purpose of this to to see if drop shipping still works in 2024 and also it will be a good marketing learning to make myself standout in the market full of people.
Aaj ke zamanay mein, fashion sirf trendy aur stylish hone se zyada, responsible aur eco-friendly hone ka bhi trend bana hai. Sustainable Fashion ne apne aap ko ek aise movement ke roop mein sthapit kiya hai jo na sirf environment ko bacha raha hai, b
See More
0 replies4 likes
Abhishek Mahto
Stealth • 2m
Waise Aaj thoda kaam se hatke ek baat kehna cahta hu, I don't know kehna chahiye ya nhi but kehne ka man h.
Main pichle 2 years se entrepreneurship krne ki kosis kr rha hu, aur no doubt boht majedaar h journey. But abb AKELAPAN boht hurt kr rhi h,