Feed Post

Anonymous

Anonymous

Stealth • 7m

Need your opinions! Ai ke baad Mental health sector ko future kaha ja rha h. I have a business idea in this sector which I'm working on for the last 2 years. I'm here to ask for your valuable opinions on the idea. It is a mental toughness training based on neuroscience techniques and activities. Kaafi different, fun and easy tasks aur activities ke through hum youngsters ko mental toughness ki training de rhe hain. Ye abhi tak ki sari cheejo se alag h like counseling, therapy ya motivation. They all are mostly theories and verbal communication. But what we are providing is practical neuroscience based training. Isse youngsters ke dimag me neural patterns change hote hn hai naye neural pathways bante hain. Jo students phle 5 minute bhi ek jagah tik kar padh nhi pa rhe the wo ab minimum 7-8 ghante padh rhe hain without any single distraction. Aur bhi Kaafi sare amazing results diye hain abhi tak iss idea ko implement karke. But scalability kese karenge, kafi confusion hai

14 replies18 likes
Replies (14)

More like this

Recommendations from Medial

Image Description

Amanat Prakash

Stealth • 2m

I think toxic work culture ka aaj kal ke employees galat matlab nikalte hain mere personal experience ke according agar apka founder ya team lead apko bol raha hain kaam karne ko or aap bahana bana rhe ho kaam nhi kar rhe ho loss horha hain apke Kara

See More
2 replies6 likes

Amanat Prakash

Stealth • 1m

opinion: Me dhekhta hoon ki aaj kal bache apple product ke taraf attract horhe hain and woh force karke family ko kharid lete hain product jab ki maximum logo ko uska need nhi hota . No doubt ki apple product ache hote hain but ek middle class boy

See More
0 replies4 likes

Aakash Kant

Stealth • 2m

Zindagi ke safar mein, jo raaste hum chaltein hain, woh aksar ajeeb hote hain. Kabhi muskurahat bhare, toh kabhi dard se bhare hue. Har mod par naye sapne bante hain, aur purani yaadon ke dhaage tute hain. Kuch lamhe hote hain jo hamesha yaad rehte h

See More
0 replies1 like
Image Description
Image Description

Amanat Prakash

Stealth • 1m

( important ) How to get 4cr funding from top vc without dilute any equity with just an idea 1: Find problem and create solution 2: Build your perfect team 3: create pitch deck Now very important steps Top vc firm ke ceo and higher position

See More
21 replies10 likes
1
Image Description

Harshvardhan Singh Chauhan

Stealth • 1m

Part1 - emergency director device Mera idea bahut hi innovative aur zarooratmand hai! Ek aisa device jo car mein lagane par emergency response ko automatic aur tezi se shuru kar sake, yeh bohot logon ki jaan bachane mein madadgar ho sakta hai. Is t

See More
1 replies2 likes
Image Description
Image Description

Sunny Sharma (Mr.sunnysharma)

Stealth • 2m

Hello I am Sunny Kumar Sharma. Aap log Har Koi jaanta hai ki aaj ke Daur mein business bahut important Ek point hai jo aaj ke Daur mein Ek tarah ka Aisa system ho gaya hai jo business ke karodon rupiece Kama sakte hain to v

See More
7 replies4 likes
Image Description
Image Description

Aryan Chaudhary

Stealth • 5m

"Mere paas ek business idea hai joki kuch company allready kar rhi h par utne ache se ess problem ko solve nhi kar rhe h mere pass unse better solution h: ek aisa platform jo clients ko offline/online agencies se aur agencies ko freelancers se jodne

See More
2 replies7 likes
Image Description
Image Description

Amanat Prakash

Stealth • 1m

Hey guy's Mujhe kuch logo ka jarurat hain business development roles ke liye jo help kar sake hamara currently ham log salary nhi provide kar rhe hain Lekin jese ek bar funding secure kar le ham log salary start kar Denge ya phir jese ek bar ham lo

See More
3 replies2 likes
Image Description
Image Description

Amanat Prakash

Stealth • 1m

Agar idea stage pe ho and prototype build kar rhe hoto mere taraf se chota sa feedback Try kro solo proprietorship karane ka around around kudse kroge toh 1600 me nipat jayega. Gst apply kud se kar sakte ho udar 199 - 1999 save kar loge also kudse

See More
13 replies16 likes
10
Image Description

mohammed sikandar Ali

Stealth • 1m

Aaj main aapke saamne ek business idea pesh karna chahta hoon jo na sirf profitable hai, balki environment ke liye bhi beneficial hai. Mera idea hai **‘Eco-Friendly Packaging Solutions’**. Yeh ek startup hoga jo businesses ko biodegradable aur reusab

See More
1 replies5 likes

Download the medial app to read full posts, comements and news.