Hi guys I want to start an online business with 1lac investment please suggest me any business..
Yahya
Think constructive, ... • 11d
whatever the idea will be my suggestion is to build like a professional do not think abhi toe shuru kiya hai chota mota, just thinking acha se acha tareeke se shuru karna hai
0 replies1 like
More like this
Recommendations from Medial
Arjun yadav
Labour app • 3m
Maine health care services ka ek business shuru Kiya hai jiske liye mujhe help ki jarurat hai jo bhi Sathi help karna chahie vahan se jud sakta hai partner banke bhi aur ek investor ke taur Peru
1 replies1 like
Choudhary decorators ncr India
Hey I am on Medial • 2m
balloon decoration ka startup Shuru karna hai
3 replies4 likes
Vivek kumar
On medial • 2m
ek social media app I want to develop bahut bada hit hoga idea hai mere pass kafi socha mene suruly hit hoga but develope karna hoga ek nahi do hain idea kaise kya karna hoga facebook x se bhi bada hit hoga abhi tak kisi ne nahi kiya hai
kiski member ko medial ne nikala yaa remove kiya hai kya abhi tak
1 replies3 likes
Arjun yadav
Labour app • 3m
doston Maine health home care service shuru Kiya hai ab mujhe ek aise partner ki jarurat hai jo thoda funding bhi kar de aur marketing mein Mera Sahyog bhi kar de hospitalon se thoda sampark sadhne mein bhi Sahyog ho jaaye
3 replies
Mahendra Lochhab
Content creator • 10m
Guy's startup sirf technology se related product mein hi shuru karne ki jaroorat nhi hoti aap traditional businesses mein bhi startup shuru kar sakte hai.
1 replies2 likes
Akash Khaira
Trading • 2m
Jisko bhi vip tips se acha profit kmana hai vo mujhe msg kr skta h profit 10 se 15x tak jata hai
0 replies
Amanat Prakash
Building avriti • 6m
kavi kavi sales person se baat karke bada irritating lagta hai. man karta h suna du acha se :)
Bhai vote nahi Krna hai to mat kiya karo... Lekin vote karne ke baad fir se unvote mat kiya karo... Dil se bura lagta hai. Ek to vaise bhi itni bhid hai ki attention hi nahi mil rha.
0 replies8 likes
Ravi Tiwari
Hey I am on Medial • 1m
Mera Chota sa business hai jo nepal india export import hai vo bhi farmer se no broker and dealer involve I explain nepal se tejpatta dalchini saffron rudrakh and cordmom supply in india aur india se garment kaju and chick's supply to nepal jo hamare