Vision
"Empowering the world with seamless, futuristic technologies that integrate innovation, efficiency, and simplicity into every aspect of life."
My Core Strategy
1. Unified Ecosystem: Develop interconnected products and services for consumers
See More
Anonymous 2
Stealth • 1m
Aajkal privacy aur customization ki value badh gayi hai toh vo bhi sochna
Yaar, 12-14 saal ke bacche night out kar rahe hai,
aur main hoon ki ek chhoti si day out ki permission ke liye bhi struggle kar rahi hoon!
Sab apne plans bana rahe hai, maze kar rahe hai, aur main bas yahan intezaar kar rahi hoon.
Aisa lagta ha
See More
12 replies6 likes
Rishabh Verma
Stealth • 7m
Let's learn From Their Failures
1. Steve Jobs
1985 mein Steve Jobs ko Apple se nikal diya gaya tha, jo unhone co-found ki thi.
2. Jeff Bezos
Amazon ke early days mein, Bezos ne kai projects launch kiye, jaise Fire Phone, jo bilkul flop ho gaya.
Revolutionizing Electric Mobility: Introducing [electro] - ATO Matic Charging Electric Car"
_Introduction:_
Namaste, investors! Main [Aryan Rajput] hoon, aur main [Electro] ki taraf se aapke saamne aaya hoon. Hamari company ek innovative ATO matic c
See More
0 replies2 likes
Vishal Malhotra
Stealth • 1m
Main jaanta hoon ki 2024 ek aasan saal nahi tha. Kabhi family problems ne pareshan kiya, toh kabhi financial struggles ne humein thoda rula diya. Shayad kuch sapne adhure rahe, kuch faisle galat ho gaye, aur kuch rishte sambhalne mein mushkilein aayi
See More
0 replies1 like
Yadav Pawan
Stealth • 1m
hi guys
so main first of all medial pe new hu, but mere pass ek startup idea hai .
usually hum log apne wahi same types ke 'phone covers ' use karke borr hoo jaate hain . aur jabtak vo fatha nahi tabtak hum log use change bhi nhi karte . agar hum l
See More
14 replies16 likes
Rishabh Verma
Stealth • 7m
Hey Guys,
Agar kisi ne Business start kiya aur vo Business successful nhi hua, uske baad us bande ko wapas Job krni padi toh kya society uska majak udayegi...
6 replies3 likes
Mr khan
Stealth • 29d
2024 ke Top Startup: Blynk 🚀
Blynk ne 2024 mein apni innovative approach ke saath tech aur IoT (Internet of Things) industry mein kaafi naam kamaya!
✅ Smart Home Solutions: Blynk ne affordable aur user-friendly smart home devices launch kiye jo gh
See More
0 replies3 likes
Tuka Bende
Stealth • 5m
City mai sab log pa ket ka dudh khate hai. Jaise ki amul, mahananda. Packet ka dudh sehat ke liye hanikarak hai. Kyun ki us dudh mai milavat hoti hai jaise ki costic soda, melamine, urea, sugar, ya fir dudh hi duplicate hota hai.
So my idea is:- hu
See More
11 replies8 likes
Ayushman Singh
Stealth • 16d
Rental Business for Party Equipment: Ek aisa business jo logon ke har tarah ke parties aur events ke liye equipment rent par de. Jaise ki tables, chairs, lighting, sound systems, photo booths, aur even decoration items. Matlab log apne ghar ya chhoti
Mere pass ek business idea hai jo main pichle 10 year's se kar Raha hun aur bahot achha chal Raha tha aur dhire dhire main use badha bhi Raha tha kyunki business ke sath mujhe Ghar bhi chalana tha mere kandhho pe 6 insaan ki jimmedari hai aur sab kuc