kya koi founder Mera doubt clear kar dega kya pls ki suppose agar maine 100cr valuation pe 1 cr fund raise Kiya exchange of 1% equity tu mere company ka profit bhi mujhe iss investor ke sath share karna hoga kya ya Mai uss profit ko company ki growth
See More
Venkataraghavan
Stealth • 2m
company ka growth equity ko effect karega apna advantage se rakhlo share karna mandatory nahi he
0 replies1 like
More like this
Recommendations from Medial
Sahil Ansari
Stealth • 18d
hi everyone aap aur me bhi ye soch kar iss platform par aaye the ki yaha hame apne bussiness idea par funding milegi magar aisa nahi hum log kitne wishwas ke sath apna idea yaha sabhi logo se share karte h jabki iss platform par idea holder zyada h i
See More
0 replies1 like
Hemant Prajapati
•
Techsaga Corporations • 5m
Like se kaam nahi hota comment bhi karna hota hai Hemant ho help karne ko
.
.
Rate our App Design and share your suggestions.....
ham ko apna area main food delivery app start karna hai is ke liye ham ko kuch paisa ki jaturat hai
5 replies4 likes
abdul muzammil
Stealth • 5m
Mai ek startup karna charaha hu construction material ka aap ghar se har chiz apni pasand ki dukan se order karsakte ho
Mujhe review chahiye ke ye chalegha ya nahi
tourism management's
HADRESS TOURISM finance
world ka pahla tourism management idea Jo India ko world ka first tourism ko finance idea deta hai ab sapne ho ge sakar ab har middle class admi ko bhi World tour karne ka mauka mile ga.
hum log india
See More
2 replies3 likes
Aditya Sahu
Stealth • 24d
"Legal documents ko samajhna ya unhe analyze karna aapke liye kabhi mushkil hua hai? 🤔
Agar ek AI tool aapke liye documents ka analysis kare, important points highlight kare aur simple language me samjha de, to kya aap aise tool ka use karenge?
Ye
hello everyone main ek detergent powder ka brand start karna chahta hun koi mujhe fund karne Ko taiyar hai to main usko apna partner mujhe experience hai mere pass ek achcha brand name bhi hai thoda fund ka Ishu hai aur koi fund nahin karna chahe to
agar mai BA. pass hu or muje naukri se nafrat hai to mai apna fast food ka business kr lu kya .
muje sarm Ani chahiye ya nahi
yaha tak ki maine BA top kia hai 87% percentage se
Hi.. idea h business startup ka... Jo ajkal ka trend ban chuka h dream ban chuka h.. aj k time sab business ki taraf Jana chahte h.. sab apna ek business builtup Krna chahte h...but unke paas sab kuch hoty hue h ek tension se gujarna padta h or shaya
See More
4 replies7 likes
Banarul Biswas
•
1mg • 11d
WorkPlace Reviews – Job Join Karne Se Pehle Real Feedback Lo!
Kisi naye job me jaane se pehle aapko company ka real work environment pata hona chahiye. WorkPlace Reviews ek platform hai jahan sirf verified employees apni company ka sach bata sakte h