Aap apne business ko kaise badhane ki yojana bana rahe hain, jabki quality banaye rakhte hain?
A. Processes ko automate karna
B. Zyada staff hire karna
C. Dheere-dheere expand karna
D. Tasks ko outsource karna
!! Comment !! ..... 🤔
Bhai vote nahi Krna hai to mat kiya karo... Lekin vote karne ke baad fir se unvote mat kiya karo... Dil se bura lagta hai. Ek to vaise bhi itni bhid hai ki attention hi nahi mil rha.
0 replies8 likes
abdul muzammil
Stealth • 3m
Mai ek startup karna charaha hu construction material ka aap ghar se har chiz apni pasand ki dukan se order karsakte ho
Mujhe review chahiye ke ye chalegha ya nahi
Ye to hona hi tha.. Enlogo ne kuch alag karne ki kosis hi nahi kari or na hi profitable hone ki.. Time rahete sudhar jate to ye na hota...
0 replies5 likes
Bharat Bus
Stealth • 29d
Diesel Vehicles vs. Electric Vehicles: Global Warming Ka Hal
Global warming ek vishal samasya hai jo hamare paryavaran ko prabhavit kar rahi hai. Diesel vehicles ke istemal se carbon dioxide aur anya ghasiye padarthon ka utpadaan hota hai, jo vayu p
See More
3 replies4 likes
Amanat Prakash
Stealth • 3m
I think toxic work culture ka aaj kal ke employees galat matlab nikalte hain mere personal experience ke according agar apka founder ya team lead apko bol raha hain kaam karne ko or aap bahana bana rhe ho kaam nhi kar rhe ho loss horha hain apke Kara
See More
2 replies6 likes
Rohan Saha
Stealth • 4m
Etne din ho gaye lakin ajj tak mene ₹10k ke face value pe koyi NCD private placement deakhne ko nahi mila....
Kya companies ₹10k ke face value pe bonds issue nahi karna chati?? 🧐🧐
🌟 Meet Meera, Your Average Overworked Professional! 🌟
Meera ka din shuru hota hai early morning meetings se aur khatam hota hai late-night emails pe. 👩💻 Uske busy schedule mein, self-care aur healthy habits ko follow karna mushkil tha.
Phir ek
jab Instagram, x ya tv news dhekho tab acha khasa mood bekar hojata h itna hate speech kaam ki chizo ko chhorke baki sab aaj ke generation se karva lo
0 replies1 like
Akash Tiwari
•
AOL • 4d
UVP, Business Model, Team, Traction, Financials, Competitive Advantage, Risk Assessment, Vision aur Mission, ya Exit Potential ke baare mein mat socho.
Dhandha shuru karo, sab kuch field par samajh aa jayega. Sochne se nahi, karne se company banti h