ek Aisa shopping ap
.
jisse har chij ka Samadhan hai
.
vah chij mere pass hai
.
ek unique idea
.
Jo Flipkart Amazon meshow
.
Jaise aapko piche chhod dena
.
comment me aapke bare mein jaane ke liye
Ravi Singh
Stealth • 1m
Justdail bhi isi idea ke sath start hua tha kya hua Meta ads ne almost khatm kar diya na unko
😑Esko pata nhi ha jack ma ke sath kya hua tha , jada political Banega peel diya jayega ....apne aap ko State se bada jisne samjha usko sabak mila
2 replies6 likes
Mrigendra
Stealth • 1m
Exam ke baad dost ne pucha:- Paper kaisa tha?’
Maine bola:- Dil toh tod diya usne, par haan… question paper bohot acha tha!
0 replies3 likes
Rohan Saha
Stealth • 7m
Ye to hona hi tha.. Enlogo ne kuch alag karne ki kosis hi nahi kari or na hi profitable hone ki.. Time rahete sudhar jate to ye na hota...
0 replies5 likes
Wasim Raja
Stealth • 6d
hello guys , I have a business jo ki hai online study based but o baki others edtech se alag hai.isko mai 2022 se run kar raha tha phr 1 Sal run ke bad achha business bhi hua tha lkn Mera je co partner tha uske upar chod diya tha kuch din usme busine
See More
2 replies2 likes
Rohan Saha
Stealth • 11m
INDMONEY Ki fat gayi merese... Bina bataye mere name pe koyi vi bank account add kardiya demat account me jab sabal pucha or kuch gali diya bo un logo ne tickets raise karne ka option hi band kar diya merese... Batao mere name pe bank account banaya
See More
2 replies7 likes
vinay sindhu
Stealth • 5m
My business story...
Cloth brand 2017 mane clothes manufacturing start Kari thi or 24 March 2020 ko lockdown 🔐 me sab kharab kar diya lockdown dun bad fir 1.5years kat try kara Kam chalu ho jae but gorvt ne shadi 50 ki hi gathering chhot di thi or
Zindagi or business dono me grow karne ke liye rejection jaruri hain almost almost mujhe 200 se jada vc firm and angel investor se rejection mila mere galtiyo ke karan jo mene apne pitch deck and business model me kiya.
Jab first rejection ka email
See More
14 replies5 likes
Vishal Malhotra
Stealth • 1m
Main jaanta hoon ki 2024 ek aasan saal nahi tha. Kabhi family problems ne pareshan kiya, toh kabhi financial struggles ne humein thoda rula diya. Shayad kuch sapne adhure rahe, kuch faisle galat ho gaye, aur kuch rishte sambhalne mein mushkilein aayi
See More
0 replies1 like
Ankit Dubey
Stealth • 10m
Indian IT industry Ft. TMKOC characters
Team Lead (Bhide): Is story ka kya ETA tha?
Developer (Jethalaal): 2 din
TL (Bhide): toh fir ye close kyo nahi hua hai..?? aaj 3 din hogye hai...!!
Dev (Jetha): woh thoda debug karne me time lag gaya.. 1 di
See More
3 replies11 likes
Rishabh Verma
Stealth • 7m
Let's learn From Their Failures
1. Steve Jobs
1985 mein Steve Jobs ko Apple se nikal diya gaya tha, jo unhone co-found ki thi.
2. Jeff Bezos
Amazon ke early days mein, Bezos ne kai projects launch kiye, jaise Fire Phone, jo bilkul flop ho gaya.