Back

vinay sindhu

Startupย โ€ขย 7m

My business story... Cloth brand 2017 mane clothes manufacturing start Kari thi or 24 March 2020 ko lockdown ๐Ÿ” me sab kharab kar diya lockdown dun bad fir 1.5years kat try kara Kam chalu ho jae but gorvt ne shadi 50 ki hi gathering chhot di thi or market koi customer hi nahi tha. 100+staff 3 factory 2 showroom the sab ki salary or chadni chowk ke showroom ka or factory ๐Ÿญ ka rent dete dete sab paise khtam ho gaya. ( mane 500000 se start kara tha apna business ya startup jo bhi bol lo or 3 year main 3.5cr ka bana diya tha 70ร— kar diya tha) mujhe ab fir se startup saru karna hai mere bas 3 plan hai 1. 25lac se 5cr 5year minimum 2. 1cr se 20cr minimum 5year 3. 5cr se 100 cr to 1000 cr time 5year to 7 year

27 replies23 likes
6
Replies (27)

More like this

Recommendations from Medial

Anonymous
Image Description
Image Description

๐Ÿ˜‘Esko pata nhi ha jack ma ke sath kya hua tha , jada political Banega peel diya jayega ....apne aap ko State se bada jisne samjha usko sabak mila

2 replies6 likes
Image Description
Image Description

Sahil Ansari

bada business aasan ...ย โ€ขย 2m

kisi ke hath me koi jadui chirag nahi hota sab kuch khud karna hota h me bhi iss app par funding hogi ye soch aaya tha magar logo par idea to h magar funding nahi to ye bearier bhi apni himmat se todiye agar ik rasta dhikhe diya h to aage Manzil bhi

See More
8 replies1 like

M shah

Hey I am on Medialย โ€ขย 3m

hi everyone I need invester or financer meraa ek restaurant hy rent pe leke chalara tha 5 sall se ab my ek land liya ho 1.5 CR me 3 sall pahle ab uspe restore or lodge banana chahra my khud se 75 lakh lagaya or 1.5 CR ka zaroorat hy agar koi investme

See More
0 replies
Image Description
Image Description

ff jani

Hey I am on Medialย โ€ขย 2m

Mere pass ek business idea hai jo main pichle 10 year's se kar Raha hun aur bahot achha chal Raha tha aur dhire dhire main use badha bhi Raha tha kyunki business ke sath mujhe Ghar bhi chalana tha mere kandhho pe 6 insaan ki jimmedari hai aur sab kuc

See More
8 replies9 likes
Image Description
Image Description

Good practices in GP

Start-up Ideas ๐Ÿ’กย โ€ขย 2m

india me milk alcohol pharma 3 sector safe mane jate hai investment k liye kyu yeah kabhi loss nahi deti wese mera ek idea pharma industry se koi invester interest hai to btao 10 lakh ka investment zo 3/4 MTN 2/3 x return dega or pure pharma industry

See More
6 replies4 likes
Image Description
Image Description

Wasim Raja

Own life own kingdomย โ€ขย 2m

hello guys , I have a business jo ki hai online study based but o baki others edtech se alag hai.isko mai 2022 se run kar raha tha phr 1 Sal run ke bad achha business bhi hua tha lkn Mera je co partner tha uske upar chod diya tha kuch din usme busine

See More
2 replies2 likes
Image Description
Image Description

Rahul Jain

Download stockyaari ...ย โ€ขย 10m

Is this the confirmation of BJP winning. Stockyaari app has given green signals on nifty and various psu stocks. Nifty ka green signal 16 may ko Diya tha aur wo 18 may Tak 224 points Tak bad chuka hai.. #IRFC 14 may se 18 may Tak 18% profit. #Beml

See More
2 replies4 likes
Image Description
Image Description

Praveen Kumar

Hey I am on Medialย โ€ขย 2m

jaisa ki hum dekhte hai ki har wedding me kanyadaan diya jatata hai , jisko log diary me likh kr rakh lete hai aur har wedding me usdiary me check kr k kanyadaan dete hai. Maine socha hai ki kyu na ek App banai jaye "Kanyadaan" jisme har koi kanyadaa

See More
3 replies5 likes
1

Medial User

Hey I am on Medialย โ€ขย 4d

My self ...Vinod Rawal marwari hu Rawal bramhin chota sa Gav he Bera,pali dist Raj. se me 2016 me Ahmedabad Aya tha 2 year job kia (usse pehle 10 sal allready job in maharashtra)...fir Paisa ekattha kia frenz or Family he rs.8lac me mene 2018 me Bui

See More
0 replies2 likes
Image Description
Image Description

Naman Arora

Interested in financ...ย โ€ขย 28d

Ek waqt tha jab meri life bilkul confused thi. Har din naya stress, nayi tension. Kaam ka pressure, personal life mein clarity nahi, aur dimaag mein itne thoughts ki kuch samajh nahi aa raha tha. Aisa lagta tha ki main apni hi life mein lost ho gaya

See More
4 replies8 likes

Download the medial app to read full posts, comements and news.