Will Vending machine ever replace shops in India? Hypothetically speaking, large scale vending machine production and setting in India just like Japan's a good idea? I see some foodcourts in mall having few fancy vending machines and I think to mysel
Bhai vote nahi Krna hai to mat kiya karo... Lekin vote karne ke baad fir se unvote mat kiya karo... Dil se bura lagta hai. Ek to vaise bhi itni bhid hai ki attention hi nahi mil rha.
0 replies8 likes
Sk Bd
Stealth • 2m
Mujhe 10 Million Indian Rupees agar mil jaye
To main 2 year main 20 million kar dunga .
Wo bhi jamini star ke kaam karke.
Log pata nhi knha knha apna pesa duba
Ke aa jate hai.
Ham jese kisi ko nhi Denge jo unki or apni zindagi sudhar sakte hai .
Mer
See More
0 replies
Harsh Gupta
Stealth • 6m
Achi quality me match dekhne ke liye jio cinema pe aaya tha lekin bhul gya tha yha to aakash chopra commentary krte hai .😑
5 replies3 likes
AAQIB JAWWAD
Stealth • 3m
Medial me bhi viral jaane ke liye kuch algo hai kyaa
?
2 replies2 likes
Bhavesh Sharma Ratannagar
Stealth • 1m
💡.
ek telegram chanal banayege jisme moviess or web series uplod karenge.
1000 views ke 5 dollar milenge .
matlab ki ek view ka 42 passe.
maan lo ki chanal mai 10k bande aa jate hai.
or 500 movies uplod ho to.
10000X500movies = 5000000 views ho
See More
14 replies4 likes
Shamsuddin Hamdule
Stealth • 10d
Arre arre, kya business karne chale, wo bhi bina website ke?
Aaj kal sab online hai, bhai!
Aapke competitors toh web pe full swing mein hai, aur aap... ab tak offline?
Kya, website banana nahi aati?
Chinta mat karo – hum hai na!
Aajao, banadunga – w
See More
0 replies3 likes
Tushar Aher Patil
Stealth • 3m
Medial mai sirf followers dikhte hai following bhi dikhni chaiye khud ke profile mai.. What's your thought on this medial family??
3 replies3 likes
Shahbaz Alam
Stealth • 3m
Thrifting busines is the best Business.
Is business ko shuru karne me 20k se 30k se kar sakte hai.
(Thrifting business) Koi bhi t-shirt, shirt pants, kurti kuchh bhi Kg ke bhao khareed kar aap sale kar sakte hai.
0 replies5 likes
Payal Manghnani
Stealth • 2m
Yaar, 12-14 saal ke bacche night out kar rahe hai,
aur main hoon ki ek chhoti si day out ki permission ke liye bhi struggle kar rahi hoon!
Sab apne plans bana rahe hai, maze kar rahe hai, aur main bas yahan intezaar kar rahi hoon.
Aisa lagta ha
Aaj ke zamanay mein, fashion sirf trendy aur stylish hone se zyada, responsible aur eco-friendly hone ka bhi trend bana hai. Sustainable Fashion ne apne aap ko ek aise movement ke roop mein sthapit kiya hai jo na sirf environment ko bacha raha hai, b