hello sir mujhe ek business karna hai but business karne ke liye mere pass income nhi hai sir please aap meri kuch help karen business karne ke liye bahut kuch karna jahata hu sir please help me
hey
ek food ke releted idea hai kuch naya and vo market me nahi an mere uske bare me jitna research kiya hai usse pata chala ki usme lag bhag 4 lak ka hi kharcha hai ..
to mere sath kuch naya karne ke liye kon aayega and I'm 19 year old.. muje apne
See More
2 replies7 likes
AK Ali Shaikh
Stealthย โขย 5m
ek Aisa shopping ap
.
jisse har chij ka Samadhan hai
.
vah chij mere pass hai
.
ek unique idea
.
Jo Flipkart Amazon meshow
.
Jaise aapko piche chhod dena
.
comment me aapke bare mein jaane ke liye
7 replies6 likes
Rajeev Kumar
Stealthย โขย 2m
Bihar main rojgar ki kami hai mere pass kuch idea hai jiss se haam Bihar ke logo ke liye kuch kar sakte hai or esko age lekar jaa sakte hai to eske liye mere ko pinecial koi help kar sakte to bohot acha hoga thanks
1 replies5 likes
Entrepreneur
Stealthย โขย 1m
Do hi log kabhi bhi safalta paa sakte hai . Ek to Ekdam garib , Ekdam Nicha . And dusra Ekdam Paise wala, Ekdam Uncha .
Kyu pata hai ?
Kyunki inko kahene wala, inke baare me batein karne wala koi nahi hota . Ye jo bhi karte hai sub PLUS me hi hota
See More
4 replies5 likes
SMART SECRETARY SOLUTIONS
Stealthย โขย 21d
ham ko apna area main food delivery app start karna hai is ke liye ham ko kuch paisa ki jaturat hai
5 replies4 likes
Ravi Singh
Stealthย โขย 2m
Hey frnds..
Abhi mera side business ke liye kuch puchna tha
Mere pass Costumise watter bottle napkins
and food Packing Jisme hum Restaurants ki Branding karke dete hai Axa chal raha but abhi mujhe usko Lucknow ke bahar bhi start karna hai how can I
Mujhe koi investor chahiye jo mere 1 app bnana hai us app se fayda public ko bhi milega jisse o app market me jaldi se viral hoga koi investor ho to contect kre uske bad aap idea sear krunga Mere pass profitebal idea hai us idea me govt. Se support b
( EdTech SaaS) ke liye investor chahiye koi help kr sakta hai kya ? meeting arrange krwane m ?
Prototype bhi ready kr liya hai Launch k liye chahiye funding