Hey I am on Medial • 4m
LOL, yahi reason hai ki maine saare crypto India-based exchanges se withdraw karke cold wallet mein daal diye. Government clarity nahi de rahi, kabhi kuch rules, kabhi kuch. Tax system itna complicated hai ki CAs bhi confused hain. Ab kya traders tax experts bhi ban jayen? 1% TDS was already killing frequent trading, ab ye 30% on turnover toh nail in the coffin hai. Binance ko ban karne ke bajaye, government proper regulations kyun nahi laati? Sirf tax, tax, tax?
Hey I am on Medial • 3m
Sach batau toh lagta hai ki India ka legal system ab bekaar ho chuka hai. Justice milta hi nahi ya toh bahut der se milta hai ya kabhi milta hi nahi. Kya hum poore law system ko badal nahi sakte? Kya hum sirf complain karte rahenge ya sach mein k
See Moreuhmm... building a c... • 3m
ye to kuch kuch aisa lag raha hai ki ye aap inspired hai twitter or linkedin se or thoda sa reddit ka touch bhi hai ab bas thoda sa touch instagram dena shayad baki but overall ye platform kafi accha lag raha hai mai asha karta hu ki ye linkdin jaisa
See MoreFounder & CEO at BIP... • 2m
Kabhi MNC ka 9 to 9 Kabhi startup ka "we're a family" wala burnout grind Toxic work culture doesn’t wear a tag Sometimes it's that manager jo micromanage karta hai Sometimes it’s 3AM ke "just a quick call?" wale founders Sab kuch sikhhne ka milta h
See MoreEvery Trand Makes Ne... • 3m
Aaj kal startup ek real solution dene ka zariya kam aur ek fashion zyada ban gaya hai. Mujhe startup se problem nahi hai, par takleef us soch se hai jahan log bina kisi expertise ke sirf uske good side ko dekh kar is field mein aate hain. Unhe lagta
See MoreHey I am on Medial • 1y
Zindagi ke safar mein, jo raaste hum chaltein hain, woh aksar ajeeb hote hain. Kabhi muskurahat bhare, toh kabhi dard se bhare hue. Har mod par naye sapne bante hain, aur purani yaadon ke dhaage tute hain. Kuch lamhe hote hain jo hamesha yaad rehte h
See MoreWorking On Idea 💡💡 • 3m
ab yaar UGC ad kahase banaoo kuch idea hai?? please don't say about those AI ad creators, humans ki jaroorat hai Fiverr pr dekha pr most of the outoff india wale hai and linkedin ki toh baat hi maat kro waha pr toh bs dead freelancers rehte hai ab tk
See MoreExploring peace of m... • 1m
Suno yaar, ye nahi hai ki ideas nahi hote... dikkat ye hoti hai ki kaun sa idea kis waqt aapka kaan pakad ke kheench le — aur uss idea se kuch seekh ke aisa kaam karein jo society ko bhi serve kare, logon ko acha lage aur time + paisa dono vasool ho.
See MoreDownload the medial app to read full posts, comements and news.