Startup • 3m
1. Market Potential: Creator economy aur ad sector dono hi booming industries hain. Global advertising market $600 billion se zyada ka hai, aur creator economy $100 billion tak pahunchne wali hai. 2. Revenue Model: Creators ko views aur performance ke basis pe reward system, jisse engagement badhta hai. 50% commission platform charge 3. Scalability & Growth: 5-10x revenue growth ka potential agle 5 saalon me. Year 2 tak $1.26 million ka projected revenue. 4. Problem-Solution Fit: Brands ko targeted audience milti hai, aur creators ko consistent revenue milta hai. Platform ka AI-driven recommendation system engagement ko badhata hai.
Smart. Sustainable. ... • 6m
Zepto - 2024 Success Zepto ek 10-minute grocery delivery service hai jo India mein rapidly grow kar rahi hai. Iska focus high-speed delivery aur customer satisfaction par hai 2024 mein, Zepto ne Series C funding round mein $200 million raise kiye, au
See MoreHey I am on Medial • 3m
hey I mera nam salman hai aur main ek aaisa startup dena chahata hu jisme blinkit aur zepto market main aake dukandaro ka dhandha khana chahta hai vahi main dukandaro ka saman customer tak pahochana chahta hu aur ek ecosystem genrate karna chahta hu
See MoreHey I am on Medial • 1y
Hamari aak 5k social media following hai YouTube hamari aak specific category me aur is type ka content abhi tak koi nhi banata hai aur na hi koi hamre jaisa ban skata hai kyu ki iske liye Jo knowledge aur tech chahiye wo hamre pass hai but aab ham i
See MoreHey I am on Medial • 2m
Aaj ke samay mein logon ki aankhon ki roshni tezī se kam ho rahi hai, aur iske kai bade kaaran hain. Neeche kuch mukhya wajahen di gayi hain jo aajkal aankhon ki takleef ka sabab ban rahi hain: 1. Mobile aur Screen Time ka zyada istemal: Sabse bada
See More•
Techsaga Corporations • 11m
🌟 Meet Meera, Your Average Overworked Professional! 🌟 Meera ka din shuru hota hai early morning meetings se aur khatam hota hai late-night emails pe. 👩💻 Uske busy schedule mein, self-care aur healthy habits ko follow karna mushkil tha. Phir ek
See MoreEvery Trand Makes Ne... • 1m
Aaj kal startup ek real solution dene ka zariya kam aur ek fashion zyada ban gaya hai. Mujhe startup se problem nahi hai, par takleef us soch se hai jahan log bina kisi expertise ke sirf uske good side ko dekh kar is field mein aate hain. Unhe lagta
See MoreDownload the medial app to read full posts, comements and news.