Main jaanta hoon ki 2024 ek aasan saal nahi tha. Kabhi family problems ne pareshan kiya, toh kabhi financial struggles ne humein thoda rula diya. Shayad kuch sapne adhure rahe, kuch faisle galat ho gaye, aur kuch rishte sambhalne mein mushkilein aayi
See More
0 replies1 like
Snehil Gupta
Bussiness is my life • 5m
Ek cheez aur mujhe kuch log chaiye jo social media marketing mai interested ho ya saath mai start karna chahte hai
1 replies3 likes
Armita Nagar
Hey I am on Medial • 2m
hey
ek food ke releted idea hai kuch naya and vo market me nahi an mere uske bare me jitna research kiya hai usse pata chala ki usme lag bhag 4 lak ka hi kharcha hai ..
to mere sath kuch naya karne ke liye kon aayega and I'm 19 year old.. muje apne
See More
2 replies7 likes
Dr Bappa Dittya Saha
We're gonna extinct ... • 11m
Yeh Jo itni mehnat kar rhe ho,
Raat ki neend tyag ke,
Vishwas rakho rab pe,
Kuch behtar hi inam hoga,
Tumhare karm ke khate mein!
Subh Ratri 🙏
14 replies6 likes
Abu Sufiyan
Business • 3m
purnia bihar mai students bahut hain aur yahan ke students ka mind set hai ki wo library mai jakar padhna chahte hain to kuch library open huei hai jo ki choti hai mai chahata hun. kuch bari library open krke acha profit ho sakta hai apne ko koi inve
See More
1 replies1 like
Mr khan
Smart. Sustainable. ... • 1m
agr koi startup karne ki soch raha ho to message kro hum team bna kr kuch startup kr skte hai
9 replies3 likes
Aditya Sahu
Big thinking always ... • 2m
kabhi kabhi aisa hota hai ki hame koi chiz pasand ayi jiska price amazone pe kuch aur and flipkart pe kuch aur hai kyu na ek aisi app banai jaye jisme sabhi ecommerce app pe available us product ka price show hu...is this possible...and valid?
Ye to hona hi tha.. Enlogo ne kuch alag karne ki kosis hi nahi kari or na hi profitable hone ki.. Time rahete sudhar jate to ye na hota...
0 replies5 likes
Tushar singh
Trying to become the... • 1m
Sab log bol rahe ki AI agents banao paise kamao. Lekin yeh sala api keys ke usage ke price Dekar hi faat jata hai.
2 replies3 likes
Raja Bhai
Hey I am on Medial • 6m
Koi batayega hota kya hi is app me kaise kya krna hi jaise add dekha tha vaise kuch to ni lg rha hi ki koi kisi ke idea me funding ya investment krta hoga