Ab mummy bolegi: Beta, shaadi kar lo!
Pappa bolega: Beta, ghar le lo!
Boss bolega: Extra hours laga lo!
Aur hum sochenge: Ab ₹12 lakh tak tax-free hai, toh pehle Goa trip toh banta hai! 😎
mere pass idea 💡 hai new business ka profitable and secore agar ispe kaam kiya jye toh ye ek furnchize bn skti hai abi tk iski koi parament shop ya koi area nhi hai mza aa jyega aapme se koi interest le toh ause m bta sku or aaplog guess kro kons
Mera yah Chhota sa business hai aur main isko bada karna chahta hun lekin mere pass financial problem hai agar koi bhai Mujhe financial support kar sakta hai to mujhse contact Karen