sab startup big Brand se q darte hai vo bhi to kabhi startup the unko bada banaya unke problem solving idea / service provider karne se to hum bhi to aisa kar sakte hai ..hena?
Anonymous 2
Hey I am on Medial • 1m
Kyuki bade brands ke paas paisa, network, aur trust hota hai. Startup ke paas sirf ek idea hota hai, aur trust build karna hi asli game hai. Jungle mein chhota sher bhi bada hone ke liye time lagata hai.
Ram Ram
Mujhe Clothes Rental Shops ke kaam Karne ka tarika jan na hai...
Woh kaise kapde dete hain..Payment kab hota hai...Aur sabse badi cheej...Trust
Inka kya process hota hai...
0 replies2 likes
Techinsiteai
𝙴𝚗𝚝𝚛𝚎𝚙𝚛𝚎𝚗𝚎... • 5m
Asli dukh to unhi ka hai jinka Saturday bhi working hota hai
3 replies5 likes
Entrepreneur
If, in the end, we c... • 3m
Sach Sach batana Hamare BHARAT ki paristhiti ke liye asli jimmedar kaun hai ?
We start a beauty products
1 ) Rice water
in low investment
hight profit
Rice Water Beauty Brand: Ek Low-Investment, High-Profit Startup Idea
1. Rice Water Kya Hai Aur Kyun Popular Hai?
Rice water wo paani hai jo chawal ko bhigone ya ubalne ke
Diesel Vehicles vs. Electric Vehicles: Global Warming Ka Hal
Global warming ek vishal samasya hai jo hamare paryavaran ko prabhavit kar rahi hai. Diesel vehicles ke istemal se carbon dioxide aur anya ghasiye padarthon ka utpadaan hota hai, jo vayu p
See More
4 replies5 likes
Rohit Shokeen
Let’s Wish Without L... • 27d
Sharktank India mei log sirf chips aur ice cream bech rahe hai….creativity khatam hai logo k paas….innovation ke naam pe khaane ko mei sirf ingredients change ho rahe hai….sharktank selection team needs to rethink on the selection strategy.
2 replies8 likes
Mukesh Meena
Goat Farming • 3m
Mera yah Chhota sa business hai aur main isko bada karna chahta hun lekin mere pass financial problem hai agar koi bhai Mujhe financial support kar sakta hai to mujhse contact Karen
2 replies2 likes
Ayushman Singh
Founder @MeeToday | ... • 2m
Ek aisa idea hai jo pet owners ke liye life easy bana dega – Pet Care Vending Machines. Matlab, imagine karo ki aap apne dog ya cat ke saath park gaye ho aur food ya toy le jaana bhool gaye. Toh bas ek vending machine ke paas jao, aur wahan se pet fo
Yaar, 12-14 saal ke bacche night out kar rahe hai,
aur main hoon ki ek chhoti si day out ki permission ke liye bhi struggle kar rahi hoon!
Sab apne plans bana rahe hai, maze kar rahe hai, aur main bas yahan intezaar kar rahi hoon.
Aisa lagta ha