Hey I am on Medial • 4m
APP NAME - GYMBUDDY App ke Features: 1. Client Management:- Gym owner apne sabhi clients ka data store kar sake (name, contact, joining date, etc. Har client ka attendance track ho sake (aaj kon aaya, kon nahi aaya). 2. Payment Tracking:- Fees payment status (pending/paid) ko track karne ka option. Automatic reminders for pending fees SMS ya email ke through. 3. Attendance Tracking:- Daily attendance mark karne ka option (QR code scan, manual entry, ya biometric. Monthly attendance report generate ho sake. 4. Notifications:- Gym owner clients ko reminders bhej sake (fees, special classes, offers, etc. Clients ko bhi notifications mile (fees due, gym updates, etc) 5. Reports aur Analytics:- Monthly/Yearly reports (attendance, payments, etc. Graphs aur charts ke through data visualize ho sake. 6. User Roles:- Gym owner aur clients ke liye alag-alag login aur dashboards. Clients apna attendance aur payment status check kar sake. 7. Offer ya discount 8. Feedback system
Big thinking always ... • 5m
"Legal documents ko samajhna ya unhe analyze karna aapke liye kabhi mushkil hua hai? 🤔 Agar ek AI tool aapke liye documents ka analysis kare, important points highlight kare aur simple language me samjha de, to kya aap aise tool ka use karenge? Ye
See MoreThe passion to turn ... • 6m
Team Join Karne Ka Mauka! Main ek naye business project ke liye ek team bana raha hoon aur mujhe 4 logon ki zarurat hai: 1. Marketing Expert: Jo marketing aur branding mein mahir ho. 2. Developer: Jo technical aur development ka kaam sambhal sake
See MoreFounder @MeeToday | ... • 5m
Rental Business for Party Equipment: Ek aisa business jo logon ke har tarah ke parties aur events ke liye equipment rent par de. Jaise ki tables, chairs, lighting, sound systems, photo booths, aur even decoration items. Matlab log apne ghar ya chhoti
See MoreHey I am on Medial • 10m
City mai sab log pa ket ka dudh khate hai. Jaise ki amul, mahananda. Packet ka dudh sehat ke liye hanikarak hai. Kyun ki us dudh mai milavat hoti hai jaise ki costic soda, melamine, urea, sugar, ya fir dudh hi duplicate hota hai. So my idea is:- hu
See MoreDownload the medial app to read full posts, comements and news.