Hey frnds..
Abhi mera side business ke liye kuch puchna tha
Mere pass Costumise watter bottle napkins
and food Packing Jisme hum Restaurants ki Branding karke dete hai Axa chal raha but abhi mujhe usko Lucknow ke bahar bhi start karna hai how can I
Arre arre, kya business karne chale, wo bhi bina website ke?
Aaj kal sab online hai, bhai!
Aapke competitors toh web pe full swing mein hai, aur aap... ab tak offline?
Kya, website banana nahi aati?
Chinta mat karo – hum hai na!
Aajao, banadunga – w
See More
0 replies3 likes
Tushar Aher Patil
Stealth • 8m
Need suggestions
Mai Commerce field ka student toh mera tech field ka itna kuch knowledge nhi hai aur aaj ki duniya mai most of job tech field ke liye hai toh Asia kuch toh skills hoga na Non - tech students ke liye jo market mai survive kar sake..
BambooQ: Sustainable Innovation in Oral Care
BambooQ ek eco-friendly toothbrush brand hai, jo sustainable aur biodegradable products offer karta hai. Humara mission hai oral care ko environmentally friendly banane ke liye bamboo brushes ko mass mark
See More
0 replies3 likes
deepak invester
Stealth • 14d
BambooQ: Sustainable Innovation in Oral Care
BambooQ ek eco-friendly toothbrush brand hai, jo sustainable aur biodegradable products offer karta hai. Humara mission hai oral care ko environmentally friendly banane ke liye bamboo brushes ko mass mark
🤣 Muje abhi abhi pata chala funding lene ke liye black tshirt ka hona jaruri ha .... with company name otherwise funding nhi milte ha ......
0 replies4 likes
Harsh Gupta
Stealth • 8m
Achi quality me match dekhne ke liye jio cinema pe aaya tha lekin bhul gya tha yha to aakash chopra commentary krte hai .😑
5 replies3 likes
Dr Bappa Dittya Saha
Stealth • 9m
Niket bhai, mein toh marketing ki baat kar rha tha!
Mujhe kyun toda?🤧
Kya hai mera Gunha?
36 replies6 likes
Mrigendra
Stealth • 1m
Exam ke baad dost ne pucha:- Paper kaisa tha?’
Maine bola:- Dil toh tod diya usne, par haan… question paper bohot acha tha!
0 replies3 likes
Chal Kuch Padhe
Stealth • 4m
Hostel aaya tha.. Apne College ke classes karne.. yaha aate hi Itni Baarish hui ki.. Hostel ke bahar Flood aa gaya.. aab na College jaa sakta hu na kahi aur.. Kya Karu ? #BadNewsinVaranasi