Back to feeds

e update ke bad me soch me pad geya linkedin use Karu ya fir yee

Chamarti Sreekar

Stealthย โ€ขย 5d

maine kabhi linked kabhi use hi nahi kiya , but dono use Karo , dono apps ke apne faydey hai

0 replies

More like this

Recommendations from Medial

Anonymous

Bhai vote nahi Krna hai to mat kiya karo... Lekin vote karne ke baad fir se unvote mat kiya karo... Dil se bura lagta hai. Ek to vaise bhi itni bhid hai ki attention hi nahi mil rha.

0 replies8 likes

Vishal Malhotra

Stealthย โ€ขย 14d

Main jaanta hoon ki 2024 ek aasan saal nahi tha. Kabhi family problems ne pareshan kiya, toh kabhi financial struggles ne humein thoda rula diya. Shayad kuch sapne adhure rahe, kuch faisle galat ho gaye, aur kuch rishte sambhalne mein mushkilein aayi

See More
0 replies1 like

Shamsuddin Hamdule

Stealthย โ€ขย 2m

Arre arre, kya business karne chale, wo bhi bina website ke? Aaj kal sab online hai, bhai! Aapke competitors toh web pe full swing mein hai, aur aap... ab tak offline? Kya, website banana nahi aati? Chinta mat karo โ€“ hum hai na! Aajao, banadunga โ€“ w

See More
0 replies3 likes
Anonymous
Image Description
Image Description

me 10 saal se bepari hu dimak rera paisha pakka koi ko bhi ho mere sath kaam Karo adha adha karege baki pakka paisha kabhi nahi dubega pakka bada h

3 replies2 likes
2
Image Description

Pyare Goswami

Stealthย โ€ขย 1m

main jamshedpur ( Jharkhand) se hu maine 2019 me DOOR surf se home delivery ka start up kiya tha ( grocery vegetables fruits and nn vg item) or jamshedpur me mera business achha chal bhi raha hai but khud ke shop na hone ke wjh se mera margin bahut

See More
2 replies2 likes
Image Description

Arjun yadav

Stealthย โ€ขย 28d

Maine health care services ka ek business shuru Kiya hai jiske liye mujhe help ki jarurat hai jo bhi Sathi help karna chahie vahan se jud sakta hai partner banke bhi aur ek investor ke taur Peru

1 replies1 like
Image Description
Image Description

Amanat Prakash

Stealthย โ€ขย 4m

Zindagi or business dono me grow karne ke liye rejection jaruri hain almost almost mujhe 200 se jada vc firm and angel investor se rejection mila mere galtiyo ke karan jo mene apne pitch deck and business model me kiya. Jab first rejection ka email

See More
14 replies5 likes
Image Description
Image Description

Entrepreneur

Stealthย โ€ขย 18d

Do hi log kabhi bhi safalta paa sakte hai . Ek to Ekdam garib , Ekdam Nicha . And dusra Ekdam Paise wala, Ekdam Uncha . Kyu pata hai ? Kyunki inko kahene wala, inke baare me batein karne wala koi nahi hota . Ye jo bhi karte hai sub PLUS me hi hota

See More
4 replies5 likes
Anonymous
Image Description

Niche list m jo 2 srivastava hai , shayad same person ke accounts hai . aise Maine boht saare accounts ke saath dekha hai hote huve Niket Raj Dwivedi medial app m bohot saare fake accounts bhare pade hai jo showcase Mai participate karne walo ke paic

See More
7 replies1 like
Image Description
Image Description

Aditya Sahu

Stealthย โ€ขย 1m

kya koi founder Mera doubt clear kar dega kya pls ki suppose agar maine 100cr valuation pe 1 cr fund raise Kiya exchange of 1% equity tu mere company ka profit bhi mujhe iss investor ke sath share karna hoga kya ya Mai uss profit ko company ki growth

See More
6 replies1 like

Download the medial app to read full posts, comements and news.