What do you think about India law for men:) really ashe Atul suicide jese case dhekhne ke baad bada jor se gussa aata hain kya C law makers hain jo itna jada fake cases ke baad bhi nhi sudar rhe
Bhai vote nahi Krna hai to mat kiya karo... Lekin vote karne ke baad fir se unvote mat kiya karo... Dil se bura lagta hai. Ek to vaise bhi itni bhid hai ki attention hi nahi mil rha.
0 replies8 likes
Entrepreneur
If, in the end, we c... • 3m
Do hi log kabhi bhi safalta paa sakte hai . Ek to Ekdam garib , Ekdam Nicha . And dusra Ekdam Paise wala, Ekdam Uncha .
Kyu pata hai ?
Kyunki inko kahene wala, inke baare me batein karne wala koi nahi hota . Ye jo bhi karte hai sub PLUS me hi hota
See More
4 replies5 likes
Rohan Saha
complicated Investor • 1y
INDMONEY Ki fat gayi merese... Bina bataye mere name pe koyi vi bank account add kardiya demat account me jab sabal pucha or kuch gali diya bo un logo ne tickets raise karne ka option hi band kar diya merese... Batao mere name pe bank account banaya
Jobs ke liye experience chahiye lekin experience to job ke baad hi milega na …. Aajkl most of the companies ko experienced candidate chahiye lekin jab freshers ko chance hi nhi milega to usko experience kidhr se gain hoga …??
10 replies3 likes
Nakul Pant
Looking for exciting... • 2m
is bande ko bula lete hain
fir sabki dikkatein samapt!!
thodi der ke baad me linkedin wale ko dinner pe bula lega ye :D
ab guess karo who !
0 replies3 likes
Amanat Prakash
Building xces • 6m
Zindagi or business dono me grow karne ke liye rejection jaruri hain almost almost mujhe 200 se jada vc firm and angel investor se rejection mila mere galtiyo ke karan jo mene apne pitch deck and business model me kiya.
Jab first rejection ka email
See More
14 replies5 likes
Gautam Verma
Game and kamao • 3m
hamari company nai website kai sath sath ab app bhi bna liya hai.
app ki development almost 80% complete ho gye hai or 2 month mai app playstore pr bhi aya jaiyega
hamne ye saab zero cost mai kiya
because website and aap maine khud bnaiya hai at a
See More
3 replies1 like
Vivek kumar
On medial • 2m
Haan, aise kaafi cases hote hain jahan investors business ko fund karte hain, company ko grow karte hain, phir IPO launch ke baad exit le lete hain. Unka goal hota hai ki company ko profitable stage tak laake apne investment par return lein. IPL-styl