Back to feeds

To grow your business locally (within 5-10 km), try these strategies: 1. Local SEO: Optimize for local searches and register on Google My Business for better visibility on Google Maps. 2. Social Media Ads: Use Facebook and Instagram to target loca

See More

Vivek kumar

Stealth • 5d

local magazine newspaper Aaj bhi work karta hai online advertisement ki retention kya hai ek customer kitni der tak usko padta hai ek physical paper ko ki retention time sabse jyada hai Sabse costly advertisement Hoti Hai newspaper ki fliers aur pamphlets ki Google AdWords bhi sasta Nahin Hai per click kar ₹50 bhi cut jaate Hain aur vahan se jo call aati hai na ekadam third class hoti hai ek small business chhote business ke liye minimum 1500 to 2000 ka budget chahie daily ka

0 replies

More like this

Recommendations from Medial

Image Description

Arjun yadav

Stealth • 22d

Maine health care services ka ek business shuru Kiya hai jiske liye mujhe help ki jarurat hai jo bhi Sathi help karna chahie vahan se jud sakta hai partner banke bhi aur ek investor ke taur Peru

1 replies1 like
Image Description
Image Description

Vikram

Stealth • 8m

What's your view 🧐 Maine jitna observe Kiya hai medial pe ya to founder's hai jo business run kar rahe ya Jo Banna Chahte hai unhe talaash hai kisi cheej ki to kya hum live video call kr through connect kar sakte hai sabse ek ek din usme hum live ba

See More
2 replies5 likes
Image Description
Image Description

Payal Manghnani

Stealth • 3m

Yaar, 12-14 saal ke bacche night out kar rahe hai, aur main hoon ki ek chhoti si day out ki permission ke liye bhi struggle kar rahi hoon! Sab apne plans bana rahe hai, maze kar rahe hai, aur main bas yahan intezaar kar rahi hoon. Aisa lagta ha

See More
12 replies6 likes
Image Description

Arjun yadav

Stealth • 24d

doston Maine health home care service shuru Kiya hai ab mujhe ek aise partner ki jarurat hai jo thoda funding bhi kar de aur marketing mein Mera Sahyog bhi kar de hospitalon se thoda sampark sadhne mein bhi Sahyog ho jaaye

2 replies

Vishal Malhotra

Stealth • 9d

Main jaanta hoon ki 2024 ek aasan saal nahi tha. Kabhi family problems ne pareshan kiya, toh kabhi financial struggles ne humein thoda rula diya. Shayad kuch sapne adhure rahe, kuch faisle galat ho gaye, aur kuch rishte sambhalne mein mushkilein aayi

See More
0 replies1 like
Image Description
Image Description

Arjun yadav

Stealth • 1m

Bharat ko China ki tarah kam karna chahie Jaise Bharat mein YouTube Facebook Twitter ke sabse jyada user Indian hai lekin vahin China ne ine sabhi appo ke competitor ko lakar inki hawa kharab kar rakhi hai aise hi Bharat mein bhi YouTube ka competiti

See More
7 replies3 likes
Image Description
Image Description

Arjun yadav

Stealth • 24d

Bharat mein ab tak YouTube ka aur Facebook ka koi bhi alternate Nahin hai agar logon ka Sahyog mile to ham Youtube aur Facebook ka competitor lekar a sakte hain ki competition hona ek desh ko bahut jaruri hai kyunki ham Youtube aur Facebook per bahut

See More
3 replies4 likes

chandan kumar

Stealth • 1d

Hello friends mere pass ek pashupalan jaise(goat and pig )aur dusra bhais, murga ka business idia hai jo villages me karna aasan hai aur risk bhi kam hai agar koi bhi invester is business me interested hai to mujhe massage kare

0 replies
1
Image Description
Image Description

Abubakkar Ahamed

 • 

Adwater • 15d

baitke kaam kar raha hu startup pe aur es time pe mind me gana chal raha hai ki yaad piya ki aane lage random song😂ek chiz hai bina risk ke maza bi nai hai aur mai risk taker hu

4 replies1 like
Image Description
Image Description

Praveen Kumar

Stealth • 4d

jaisa ki hum dekhte hai ki har wedding me kanyadaan diya jatata hai , jisko log diary me likh kr rakh lete hai aur har wedding me usdiary me check kr k kanyadaan dete hai. Maine socha hai ki kyu na ek App banai jaye "Kanyadaan" jisme har koi kanyadaa

See More
2 replies4 likes
1

Download the medial app to read full posts, comements and news.