sabke paas nhi hota but kabhi na kabhi atta hai ram...usse barabar se manage nahi Kiya toh value Kam hoti hai
0 replies
More like this
Recommendations from Medial
Alant Kanthariya
Stealth • 25d
10 minutes jalde sabko chaiye but kabhi kabhi jaldi jaldi me kisi ka accident hota hai or wo insaan 10 minutes nai turant hai Bhagwan k pass delivery hota hai 🙏🏻 please Stop this nonsense.
4 replies6 likes
kuldeep singh
Stealth • 5m
Mujhe aap sabhi logo se ek baat puchni hai...Agr kisi k paas Digree Na hoo par use 15+ years IT Field Ka Experience ho
Or SQL Server, Vb.net,C# , Advance Excel line printer etc.
Jaise skills uske paas ho or bahoot se Projects ko Successful Execute K
mi ek machnic hu mai ek grazz kholna chaha tha hu jisme car ki har kam kiya ja skta hai ek app se mujhe phle ek aisi app bnnana hoga jo kam paise me jadda kam kar ske
2 replies3 likes
Ankit Dubey
Stealth • 9m
When I ask my senior " Bhaiya placement nhi lag rahi 🥲"
My senior 👇🤯
Screen time kam kra?✨
Schedule banaya kabhi?✨
10-12 hrs lagaye kabhi?✨
200-300 DSA solve kre kabhi?✨
4-5 bde project banaye kabhi?✨
2-3 hackathon jeeti kabhi?✨
5-6 domain
See More
6 replies9 likes
Bharat Bus
Stealth • 1m
Diesel Vehicles vs. Electric Vehicles: Global Warming Ka Hal
Global warming ek vishal samasya hai jo hamare paryavaran ko prabhavit kar rahi hai. Diesel vehicles ke istemal se carbon dioxide aur anya ghasiye padarthon ka utpadaan hota hai, jo vayu p
See More
4 replies4 likes
Pyare Goswami
Stealth • 13h
main jamshedpur ( Jharkhand) se hu maine 2019 me DOOR surf se home delivery ka start up kiya tha ( grocery vegetables fruits and nn vg item) or jamshedpur me mera business achha chal bhi raha hai but khud ke shop na hone ke wjh se mera margin bahut
See More
1 replies2 likes
Aakash Kant
Stealth • 4m
Zindagi ke safar mein, jo raaste hum chaltein hain, woh aksar ajeeb hote hain. Kabhi muskurahat bhare, toh kabhi dard se bhare hue. Har mod par naye sapne bante hain, aur purani yaadon ke dhaage tute hain. Kuch lamhe hote hain jo hamesha yaad rehte h
saala LinkedIn kholu toh kisiki job lagjati hai ya promotion hota hai .
Insta open kiya toh shadiyan chalrahi
aur twitter pe lafdaaa..
Har ek app ka ek chiz chalrahi hai
aur mai kisi chiz me match nahi hoo paraha hun