jab tak ola ko ye mil raha hai tab tak sab sahi hai uske bad enko problem bohot jada honi hai agar business shudta nahi to
0 replies5 likes
Rohan Saha
Founder - Burn Inves... • 22d
ab kya bole turnover me hi 30% laga diya, I don't know ye News sahi hai ya galat but agar aisa ho raha hai to ye galat hai, 1% TDS thik hai, but crypto assets ke tax thora kum i think kiya ja sakta hai