jab tak ola ko ye mil raha hai tab tak sab sahi hai uske bad enko problem bohot jada honi hai agar business shudta nahi to
0 replies5 likes
Rohan Saha
Founder - Burn Inves... • 2m
😂😂 ye sahi hai
0 replies5 likes
Rohan Saha
Founder - Burn Inves... • 2m
ab kya bole turnover me hi 30% laga diya, I don't know ye News sahi hai ya galat but agar aisa ho raha hai to ye galat hai, 1% TDS thik hai, but crypto assets ke tax thora kum i think kiya ja sakta hai
6 replies14 likes
Rohan Saha
Founder - Burn Inves... • 4m
ajj ka lekha jhoka... aise hi meri tabiyat kharab hai ye deakh ke or jada kharab ho geya....
ye to kuch kuch aisa lag raha hai ki ye aap inspired hai twitter or linkedin se or thoda sa reddit ka touch bhi hai ab bas thoda sa touch instagram dena shayad baki but overall ye platform kafi accha lag raha hai mai asha karta hu ki ye linkdin jaisa
See More
0 replies4 likes
JYOTI AGARBATTI
Ghar Ghar ki pasand • 10m
main ek company start kar raha hun jiska Naam hai Jyoti agarbatti Maine graphic design sa banvaya hai kya aap logon Ko yah design Sahi lag raha hai kisne kuchh changes karaun