Journey of india's youngest billionaire founders. Part 2:-
5) Building the empire🏢
Through hardwork and smart strategies, they scale their business, attracted investors and growing their vision.
6) Breaking Rec⭕rds
From their first million to a bi
See More
Anonymous 2
Stealth • 1m
Million se billion tak ka safar impressive hai, lekin unhone apne industries ko transform karne ka kaam kiya, bas paise kamana nahi
Zindagi ke safar mein, jo raaste hum chaltein hain, woh aksar ajeeb hote hain. Kabhi muskurahat bhare, toh kabhi dard se bhare hue. Har mod par naye sapne bante hain, aur purani yaadon ke dhaage tute hain. Kuch lamhe hote hain jo hamesha yaad rehte h
main YouTube ka computer Lana chahta hun uske liye mujhe sabse jyada paisa ki jarurat hai computer khada karna aur India duniya ka largest social media consumer Desh ban chuka hai to iske liye sabse jaruri hai ki ham India ka Aisa video platform shur
See More
5 replies2 likes
Entrepreneur
Stealth • 25d
Ek idea hai Jispe kaam hona chahiye . Mujhe pata nahi kaise hoga lekin hon chahiye .
Ek Biggest problem hai kahi ka banda kahi kaam kar raha hai . Ex. Designing ka banda sales and marketing me hai, Marketing ka banda account main . Aisa bahot kuchh
Kitna achha rahega ek startup Jo paise lekar kisi ke liye market research and analysis kare....aur aage expand me Research and development ka bhi kaam kare as a subscription model..
6 replies5 likes
Abhishek Mahto
Stealth • 4m
Waise Aaj thoda kaam se hatke ek baat kehna cahta hu, I don't know kehna chahiye ya nhi but kehne ka man h.
Main pichle 2 years se entrepreneurship krne ki kosis kr rha hu, aur no doubt boht majedaar h journey. But abb AKELAPAN boht hurt kr rhi h,
See More
4 replies7 likes
Loky Vlogs
Stealth • 15d
mere pass online business Idea hai.
ak app banana hai online alcohol selling ka
abhi hum logo ko delhi ke consumer's ko target karna hai kaam budget main bhi yee kaam chalu hoo sakta hai humne apne app par online payment ka option rakhna hai bass Ca
See More
6 replies2 likes
Amanat Prakash
Stealth • 4m
Zindagi or business dono me grow karne ke liye rejection jaruri hain almost almost mujhe 200 se jada vc firm and angel investor se rejection mila mere galtiyo ke karan jo mene apne pitch deck and business model me kiya.
Jab first rejection ka email
See More
14 replies5 likes
Dharm Ji
Stealth • 6d
mere pass Uttar Pradesh mea tourism department ka kam hai jisme government tourism sector development ke liye land provide kar rahi hai jiska rent par year ka hai ap us land par resort jungle safari food court playground camp tourist ke liye apne hi
See More
1 replies1 like
Shiva Roy
Stealth • 1m
mera topic cab drivers or unke coustmer ko leke hai mere manna hai ki driver or coustmer ki isliye nhi banti qki unhe unke kaam ke hisab se paise sahi nhi milte coustmer to paise deta hai jahis pr driver ko commission bhi deni hoti hai to is problems
kya Blinkit Zepto Bigbasket Jaise Company Banaye Jo starting phase me Bihar, Up Jaise State Me focus kare kyoki waha pe abhi tak aisi company nahi aayi ha and inke franchise kholne me jitne paise lagenge utne me apna store banane me buildup karenge t