Meri 12th(pcm) hone waali hai or btech krne ki Sochi hai to cse Lena abhi thik hai kyoki ai bhot chal rha hai abhi or mene coding kabhi nhi ki
Any suggestion?
1 replies5 likes
Mohammed Hasnain
Stealth • 2m
mere pass ek business idea hai hotel management ka
tourism ko loan per kiya ja sakta hai दो-तीन lakh rupaye ka tourism loan me rakh kar per month 3000 se 4000 Lena hai, iss se har Garib aadami bhi World tour kar sakta hai bina kisi rukawat ke.
3 replies3 likes
Vivek kumar
Stealth • 1m
ek social media app I want to develop bahut bada hit hoga idea hai mere pass kafi socha mene suruly hit hoga but develope karna hoga ek nahi do hain idea kaise kya karna hoga facebook x se bhi bada hit hoga abhi tak kisi ne nahi kiya hai
19 replies3 likes
Rehmat Ali
Stealth • 4d
hi everyone
mene ek app create Kiya hai but playstore par publish karne ke liye mujhe pehle , testing karni pad rahi hai isiliye mujhe minimum 12 memeber chahiye jo apna gmail id de sake taki me unhe beta testing me jod saku becouse bina beta close
agar ek aisa app hu jaha pe hum apne sare documents like marksheet and certificates save karke rakh le and agar koi vacancy humare filed se related aye than humare pass notification a jaye and hum just allow kare and proceed karke us vacancy form ko
Hi mediel team members, mai ek yesa platform banane ja rha hu jisme Gym owner onboarding ho sake or log gym ka access apne flexibility ke accordingly book kar sake jaise kisi ko 1 hour ke liye Jana hai , ya kisi ko 2 din , 1 hafta, ya 15 din , mtlab
See More
3 replies
Sahil Bagwan
Stealth • 6m
Hello everyone I need help
Muje ye pta Krna h ki india me per year total kitne candidates govt job k liye apply krte hai ya fir per year total kitne candidates govt job ke exams dete hai
Kese or kaha se ye data mil skta hai any idea?
Mene internet
See More
0 replies3 likes
dinesh bhati
Stealth • 2m
HI,
I M DINESH FROM BANGALORE
Abhi mene third party manufacturing start Kiya hai company private limited incorp hua hai last tu manth se ham log achcha business kar rahe hain abhi business gro karne ke liye thode fund ki jarurat hai. company 15
See More
6 replies13 likes
Aditya Sahu
Stealth • 25d
carbonated drinks pe gst hai 40% 28% gst and 12% cess and isme 28% ko 35% karne ka soch rhi hai government mai ek startup start karne ka soch raha tha drinks me jo ye tha ki mai mocktail ki 20 rs ki bottle per consumers ko dena ka soch raha tha lekin