yaha aadhe se zyada users medial ke employees hi hai kya?? 🤧
3 replies3 likes
Arush sage
1000 rupe ki chij ba... • 3m
agar mai BA. pass hu or muje naukri se nafrat hai to mai apna fast food ka business kr lu kya .
muje sarm Ani chahiye ya nahi
yaha tak ki maine BA top kia hai 87% percentage se
meri passing my idea hai
bhai ek imandari wala business ek hi hota hai jo ham karne ke liye aapke sath hai mere pass ek jabardast second hand kar ka business hai jo ham Apne customer ko 50% mein de sakte hain gadi ismein hamara jo bhi mere sath jude
See More
0 replies2 likes
Mangesh Shende
Patience is the key ... • 1m
mai ek small town se belong karta hu humare yaha cloth ko leke log bohot fascinate hai logo ko kam price pr ache kapde chahiye to mai delhi jaise wholesale market se kapda uthake khud ka brand se yaha outlet open krke sell kr sakta hu koi investors i
mere pass apni interior design ki company hai our hamari company mea our bhi 20 alag alag company group mea juda kara kam karati hai ham bade se bada koi bhi project khud hi karate hai hame apne group ko our bada banana hai to isliye kuchh investment
See More
0 replies4 likes
Raja Joseph
Hey I am on Medial • 2m
mai aklea hi hun jo dropshipping se millionaire bane ka sapna dekh rha hun ya koi aur bhi hai
2 replies6 likes
Bharat Bus
Bharat ki Bus • 5m
Diesel Vehicles vs. Electric Vehicles: Global Warming Ka Hal
Global warming ek vishal samasya hai jo hamare paryavaran ko prabhavit kar rahi hai. Diesel vehicles ke istemal se carbon dioxide aur anya ghasiye padarthon ka utpadaan hota hai, jo vayu p
See More
4 replies5 likes
Amanat Prakash
Building avriti • 6m
hamare team ka old works
0 replies3 likes
Ravi Tiwari
Hey I am on Medial • 1m
Mera Chota sa business hai jo nepal india export import hai vo bhi farmer se no broker and dealer involve I explain nepal se tejpatta dalchini saffron rudrakh and cordmom supply in india aur india se garment kaju and chick's supply to nepal jo hamare