Abtoh oyo bhi profitable hogya.
Ek byjus ne naak katwa di wrna hmara startup ecosystem itna bhi khrab nahi hai.🤝
0 replies9 likes
Mrigendra
Stealth • 5d
Exam hall mein teacher bola: 'Cheating mat karna!'
Student: Sir, paper itna tough hai, cheating kar ke bhi pass nahi honge!
0 replies2 likes
Amanat Prakash
Stealth • 3m
Zindagi or business dono me grow karne ke liye rejection jaruri hain almost almost mujhe 200 se jada vc firm and angel investor se rejection mila mere galtiyo ke karan jo mene apne pitch deck and business model me kiya.
Jab first rejection ka email
See More
14 replies5 likes
Arjun yadav
Stealth • 4d
Maine health care services ka ek business shuru Kiya hai jiske liye mujhe help ki jarurat hai jo bhi Sathi help karna chahie vahan se jud sakta hai partner banke bhi aur ek investor ke taur Peru
0 replies1 like
#Realitycheck
Stealth • 14d
i have an idea undergarments ke badte menufacturing ke karan unhe expert workers nhi mil pate jis wajah se unhe factory ko ghate me run karna padta hai or kuchh time baad fir band karna padta lekin me ek esa training centre banana chahta hu jisme ham
See More
3 replies3 likes
ram Industriesagra
Stealth • 19d
hello everyone main ek detergent powder ka brand start karna chahta hun koi mujhe fund karne Ko taiyar hai to main usko apna partner mujhe experience hai mere pass ek achcha brand name bhi hai thoda fund ka Ishu hai aur koi fund nahin karna chahe to
Advice by Senior to Junior 👇🏻
Biggest mistake you can make as a college student → waste your time
1. College kabhi nhi aega vapas
2. Internships kabhi nhi aengi
3. Itne chances kabhi nhi aenge
4. Upskill ka time nhi milega itna
5. Itna kuch e
See More
0 replies6 likes
Sunny Poddar
Stealth • 5m
Hello everyone....aapki ek help chahiye thi...if possible please guide me.....meri company jo ki healthcare mai hai try kar rhi hai hospital lab and pharmacy ko connect karne ka aur aisa platform jo ki sbhi ke liye useful ho banane ka.....but the pro
See More
8 replies10 likes
Amanat Prakash
Stealth • 4m
As a founder aap mistake kro or peisa bhi loss kroge bohut sari jagah , log apko chhor ke bhi jayenge, family or friends mjak bhi udhayenge, dosto ko higher position pe rakho ge toh blackmail bhi krenge attitude bhi dhikhayenge, but har nhi man na ek
See More
0 replies5 likes
Samrat kesharwani
Stealth • 1m
medial showcase mai participate karna achi baat hai aur medial chalan bhi achi baat hai lekin Invasa Link ko UPVOTE na Krna ye toh sahi nhi
shubhratri
https://medial.app/idea/invasa-link-32c36f5d007e1