Founder life sach me anxiety and lonenees se badha pada Hain
5 replies3 likes
Amanat Prakash
Stealth • 4m
Mera ek question hain
yeh dusre ke car ke piche bhag ke photo click karke story dalne me kya proud feeling aata hain ?
3 replies3 likes
Amanat Prakash
Stealth • 4m
Note: Me bohut logo ko dhekhta hoon ki woh apne company ka share starting me hi de dete hain team members ko and mere according galat hain atleast samne wale ko 8-9 months lagane do tab do company me 1-2% if you want lekin usse phele dena mere acco
sometimes I really feel ki chize fucked up horha hain zindagi me :)
6 replies2 likes
Amanat Prakash
Stealth • 4m
opinion:
Me dhekhta hoon ki aaj kal bache apple product ke taraf attract horhe hain and woh force karke family ko kharid lete hain product jab ki maximum logo ko uska need nhi hota .
No doubt ki apple product ache hote hain but ek middle class boy
See More
0 replies4 likes
Amanat Prakash
Stealth • 4m
Hey guy's
Mujhe kuch logo ka jarurat hain business development roles ke liye jo help kar sake hamara currently ham log salary nhi provide kar rhe hain Lekin jese ek bar funding secure kar le ham log salary start kar Denge ya phir jese ek bar ham lo
See More
3 replies2 likes
Amanat Prakash
Stealth • 3m
okay so mujhe jalan nhi horha but still mujhe asha kyun lag raha hain ki top startup showcase me fake votes yeh mere ko hi lag raha hain h ki bakio ko bhi
1 replies
Aakash Kant
Stealth • 5m
Zindagi ke safar mein, jo raaste hum chaltein hain, woh aksar ajeeb hote hain. Kabhi muskurahat bhare, toh kabhi dard se bhare hue. Har mod par naye sapne bante hain, aur purani yaadon ke dhaage tute hain. Kuch lamhe hote hain jo hamesha yaad rehte h