Ola Electric has received a show cause notice from the Central Consumer Protection Authority due to numerous customer complaints regarding scooter quality, manufacturing defects, and overcharging.
Anonymous 3
Stealth • 3m
Kya hi ho jayega bhai, fine deke nikal jayega. Dhanda toh band nahi karenge, kar dena chahiye lekin.
Ek idea hai Jispe kaam hona chahiye . Mujhe pata nahi kaise hoga lekin hon chahiye .
Ek Biggest problem hai kahi ka banda kahi kaam kar raha hai . Ex. Designing ka banda sales and marketing me hai, Marketing ka banda account main . Aisa bahot kuchh
kya Blinkit Zepto Bigbasket Jaise Company Banaye Jo starting phase me Bihar, Up Jaise State Me focus kare kyoki waha pe abhi tak aisi company nahi aayi ha and inke franchise kholne me jitne paise lagenge utne me apna store banane me buildup karenge t
helo everyone
... mere paas ek boht acha startup buisness idea hai food se related buisness hai ..... india mai abhi koi nhi kr rha hai ..lekin mujhe wo buisness Krna hai uske liye mujhe funding chahiye kafi jyada ... Me
See More
5 replies1 like
Amanat Prakash
Stealth • 5m
Zindagi or business dono me grow karne ke liye rejection jaruri hain almost almost mujhe 200 se jada vc firm and angel investor se rejection mila mere galtiyo ke karan jo mene apne pitch deck and business model me kiya.
Jab first rejection ka email
See More
14 replies5 likes
Shankar Sam
Stealth • 10m
Dekho ideas bhot hai , paisa apan pe bhi nahi hai and looking for a co-founder Jispe na ho paisa , par idea ho dimag ho badiya . Paise raise karne mah zyda waqt nahi lagta
Eagerly waiting to start a startup
2 ideas kal post bhi kara tha just a gli
See More
14 replies4 likes
Vishal Malhotra
Stealth • 1m
Main jaanta hoon ki 2024 ek aasan saal nahi tha. Kabhi family problems ne pareshan kiya, toh kabhi financial struggles ne humein thoda rula diya. Shayad kuch sapne adhure rahe, kuch faisle galat ho gaye, aur kuch rishte sambhalne mein mushkilein aayi
See More
0 replies1 like
Harsh Singh
Stealth • 3m
Relative: "Aur kya plan hai? Kuch socha hai future ka? Ek achhi si naukri kar lo, life set ho jayegi."❓
Me: "Hmm, startup kar raha hu apna. Job karne ka socha nahi abhi."
Relative: "Haan, kaunsi job mil rahi hai tumhe? Hahaha! Kyu time waste kar r
City mai sab log pa ket ka dudh khate hai. Jaise ki amul, mahananda. Packet ka dudh sehat ke liye hanikarak hai. Kyun ki us dudh mai milavat hoti hai jaise ki costic soda, melamine, urea, sugar, ya fir dudh hi duplicate hota hai.
So my idea is:- hu
See More
11 replies8 likes
Yadav Pawan
Stealth • 1m
hi guys
so main first of all medial pe new hu, but mere pass ek startup idea hai .
usually hum log apne wahi same types ke 'phone covers ' use karke borr hoo jaate hain . aur jabtak vo fatha nahi tabtak hum log use change bhi nhi karte . agar hum l
See More
14 replies16 likes
Abhishek Mahto
Stealth • 4m
Waise Aaj thoda kaam se hatke ek baat kehna cahta hu, I don't know kehna chahiye ya nhi but kehne ka man h.
Main pichle 2 years se entrepreneurship krne ki kosis kr rha hu, aur no doubt boht majedaar h journey. But abb AKELAPAN boht hurt kr rhi h,