Bhaii ye kya trend hai keyboard wala , phone fekne ka mann kar Raha hai 😡
14 replies3 likes
Its Me Pratik
Stealth • 15d
bhai eka banda aya mara pasa jis na 2 app banvani thi, hama na kam start kiya and 45% work ho bhi Gaya hai and then mana Paisa ki baat ki to vo aba phone & message seen nahi kar raha hai then ma dusra ka phone sa call kar raha hu to vo pick kar raha
See More
8 replies2 likes
Rohan Saha
Stealth • 7m
LinkedIn or Instagram me ajj kal kuch jada farak deakh nahi raha he sayad LinkedIn vi apna buiness model change kar raha he dhere dhere... Kya lagta he??
4 replies10 likes
Rohan Saha
•
YouTube • 8m
Kya log avi cryptocurrency me invest karna band kar diye he kya??? 🧐🧐🧐 bohot dino se kuch sune me nahi aa raha he uska... WEB3 ye kar dega bo kar dega kaha geya sab AI aa geya uske bad to.... 🙃
1 replies3 likes
Harsh Dwivedi
•
Medial • 5m
Starbucks has a new CEO
Starbucks new CEO won't relocate
Starbucks new CEO will fly 1600km on Corporate jet daily
Bhai chal kya raha hain ?
main ek company start kar raha hun jiska Naam hai Jyoti agarbatti Maine graphic design sa banvaya hai kya aap logon Ko yah design Sahi lag raha hai kisne kuchh changes karaun
ek new business idea hai aajkal sab log apna apna podcast banaa rahe hain Jo ki kafi लंबे-लंबे hote Hain itne sare pod cast itne lambe lambe Koi Nahin dekhna chahta ismein kya kar sakte hain AI ki madad se Ham isko text form mein convert kar sakte h