Kya log avi cryptocurrency me invest karna band kar diye he kya??? ๐ง๐ง๐ง bohot dino se kuch sune me nahi aa raha he uska... WEB3 ye kar dega bo kar dega kaha geya sab AI aa geya uske bad to.... ๐
avi vi ye problem solve nahi hua yar medial balo kya kar rahe ho mera account 2nd pe he or jisne mere account ki copy mar Li bo 1st pe aa raha he search me... batao kal to usko real bolke mera account delete karba dogee yar,,, founders--team 4-5 mahi
See More
5 replies5 likes
Rohan Saha
ย โขย
YouTubeย โขย 10m
Kya lagta he SEBI ne jo avi private NCD placements ko โน10K ki face value ki permission de di he, kya usko companies follow karengi ya fir bo โน1lakh ke face pe hi rahingi....
0 replies2 likes
Rohan Saha
complicated Investorย โขย 1y
T+0 aa geya indian market me โบ dividend harvesting balo ko soni ki khadan mil geya he.. 25 script me
14 replies10 likes
Rohan Saha
ย โขย
YouTubeย โขย 11m
Aaj kal sab AI AI.. AI bot chila rahe he lakin kya kavi kisi ne ye socha he ki AI me jo vi ho raha he bo english me ho rahe he HINDI ka kahi vi namo nisan he hi nahi Or agar he vi to buss bo dekhabati, upperse INDIAN COMPANIES jo AI me kam kar rahi h
See More
2 replies6 likes
Rohan Saha
complicated Investorย โขย 18d
mera last post bina kisi reason ke delete ho geya, jo me roj share karta hu FII and DII buying and selling ab me kya karu ๐ง๐ง
Are ye Dhandhe ki bat aae ni he 2 dino se?
Kya hua?
7 replies7 likes
Rohan Saha
complicated Investorย โขย 1m
FIIs avi vi sell kar rahe hai...
kya lagta hai kya LTCG tax hataya jayega budget se???
2 replies7 likes
Rohan Saha
complicated Investorย โขย 8m
Aisa qq he ki etne salo ke bad vi Indian crypto exchange global standard ko match nahi kar pa rahi he...๐ง๐ง๐ง?
0 replies4 likes
Rohan Saha
ย โขย
YouTubeย โขย 11m
NCD IPOs ke market me agg lag chuki he
Edelweiss
M Fincorcp
MO
sab avi public se fund raise kar rahe he lakin asli bat he intrest rate ka jo ki bohot kum he MO ka but fir vi ye deakh ke acha lag raha he ki NBFCs, MF homes,....banks or HNI ko cho
See More
3 replies7 likes
Rohan Saha
complicated Investorย โขย 1y
Indmoney ne mere ko har jage se ignore kar diya qq ki unke pass koyi jabab nahi he to me esko kya samju..me jit geya ya fir mene chor diya ???
aise SEBI me complain kiya he mene..