This maybe one of the dumbest question ever in medial, but
Why brands get less interactions, engagement, and audience in social media (especially in instagram). What are all the reasons for it? Why they not even trying making a impact in social medi
See More
Anonymous 3
Stealth • 5m
Indian brands ko lagta hai ki bas influencers ko paise do, kaam ho jayega. Par authentic engagement build karna, audience se connect karna - ye sab koi nahi karta. Phir bolte hain ki social media se ROI nahi mil raha. I mean look at Zomato.
Bhai vote nahi Krna hai to mat kiya karo... Lekin vote karne ke baad fir se unvote mat kiya karo... Dil se bura lagta hai. Ek to vaise bhi itni bhid hai ki attention hi nahi mil rha.
0 replies8 likes
THE CHETZZ
Stealth • 20d
Startup ki reality: "Don’t worry, sab set ho jayega... bas ek baar Google se padh lete hain."
0 replies2 likes
Dharm Ji
Stealth • 1m
consulting services yah kam itana mast hai ki jab chaho jitana choho pesa kama sakte hai our jab tak man kare kam karo nahi to kamaye peso se travel karo ya koi naye project ki taiyari karo isme bahut time free mil jata hai consulting services se ap
See More
4 replies3 likes
Sahil Ansari
Stealth • 1m
hi everyone aap aur me bhi ye soch kar iss platform par aaye the ki yaha hame apne bussiness idea par funding milegi magar aisa nahi hum log kitne wishwas ke sath apna idea yaha sabhi logo se share karte h jabki iss platform par idea holder zyada h i
See More
0 replies1 like
Rohan Saha
Stealth • 24d
FIIs avi vi sell kar rahe hai...
kya lagta hai kya LTCG tax hataya jayega budget se???
2 replies7 likes
Hemant Prajapati
•
Techsaga Corporations • 6m
Like se kaam nahi hota comment bhi karna hota hai Hemant ho help karne ko
.
.
Rate our App Design and share your suggestions.....
Mai ek startup karna charaha hu construction material ka aap ghar se har chiz apni pasand ki dukan se order karsakte ho
Mujhe review chahiye ke ye chalegha ya nahi
mere pass online business Idea hai.
ak app banana hai online alcohol selling ka
abhi hum logo ko delhi ke consumer's ko target karna hai kaam budget main bhi yee kaam chalu hoo sakta hai humne apne app par online payment ka option rakhna hai bass Ca
See More
6 replies2 likes
Sahil Bagwan
Stealth • 6m
Bahut sare aese startups hote h jo pesa nhi kmate h or suru me koi proper plan bhi nahi hota h, lekin fir bhi unko bdi bdi funding mil jati hai.
Kese?
Investors ko Kiya bolte h investment lete time?