In 1999, Webvan, an online grocery delivery startup (us zamane ka zepto), was scaling at a breakneck pace. Backed by millions in venture capital, they expanded to multiple cities in the US, built massive warehouses, and hired hundreds of employees, a
See More
Anonymous 1
Stealth • 4m
Arre yaar, India mein toh har startup ka yahi haal hai. Funding mile nahi ki expansion shuru. Tier 1 se Tier 2, Tier 2 se Tier 3. Par basic model hi profitable nahi hai toh kya ukhaad lenge?
Arre arre, kya business karne chale, wo bhi bina website ke?
Aaj kal sab online hai, bhai!
Aapke competitors toh web pe full swing mein hai, aur aap... ab tak offline?
Kya, website banana nahi aati?
Chinta mat karo – hum hai na!
Aajao, banadunga – w
See More
0 replies3 likes
Mahendra Lochhab
Stealth • 8m
Guy's startup sirf technology se related product mein hi shuru karne ki jaroorat nhi hoti aap traditional businesses mein bhi startup shuru kar sakte hai.
1 replies2 likes
Akash Tiwari
•
AOL • 2m
UVP, Business Model, Team, Traction, Financials, Competitive Advantage, Risk Assessment, Vision aur Mission, ya Exit Potential ke baare mein mat socho.
Dhandha shuru karo, sab kuch field par samajh aa jayega. Sochne se nahi, karne se company banti h
See More
0 replies7 likes
Ankit Dubey
Stealth • 9m
Indian IT industry Ft. TMKOC characters
Team Lead (Bhide): Is story ka kya ETA tha?
Developer (Jethalaal): 2 din
TL (Bhide): toh fir ye close kyo nahi hua hai..?? aaj 3 din hogye hai...!!
Dev (Jetha): woh thoda debug karne me time lag gaya.. 1 di
See More
3 replies11 likes
Harsh Singh
Stealth • 3m
Relative: "Aur kya plan hai? Kuch socha hai future ka? Ek achhi si naukri kar lo, life set ho jayegi."❓
Me: "Hmm, startup kar raha hu apna. Job karne ka socha nahi abhi."
Relative: "Haan, kaunsi job mil rahi hai tumhe? Hahaha! Kyu time waste kar r
Bhai ye ReepinderGoyal koi Zomato ka marketing sales wala Banda toh nahi hai 😂😂order from Zomato laga rakha hai, Zomato esa kar sakta hai ,koi bharosa nahi hai bhaiya
Bhai vote nahi Krna hai to mat kiya karo... Lekin vote karne ke baad fir se unvote mat kiya karo... Dil se bura lagta hai. Ek to vaise bhi itni bhid hai ki attention hi nahi mil rha.
Thrifting busines is the best Business.
Is business ko shuru karne me 20k se 30k se kar sakte hai.
(Thrifting business) Koi bhi t-shirt, shirt pants, kurti kuchh bhi Kg ke bhao khareed kar aap sale kar sakte hai.
0 replies5 likes
Ravi Handa
Stealth • 1m
Founder gets sad when someone from a tier-1 college refuses to join at 10,000₹ per month.
Zamindaari nahi jaayegi is desh se.