jab tak ola ko ye mil raha hai tab tak sab sahi hai uske bad enko problem bohot jada honi hai agar business shudta nahi to
0 replies5 likes
Samrat Kesharwani
19 | Founder & CEO @... • 6m
chalo chalo diwali agyi thoda chill Maro aur mujhe space do mai aur kam krta hu tab tak tum chill kro
2 replies1 like
Amanat Prakash
Building xces • 7m
jab Instagram, x ya tv news dhekho tab acha khasa mood bekar hojata h itna hate speech kaam ki chizo ko chhorke baki sab aaj ke generation se karva lo
0 replies1 like
Rohan Saha
Founder - Burn Inves... • 3m
jab me bekar ke post karta hu usme etne sare like comment aa jate hai or jab kuch acha knowledge bali bat karta hu tab 3-4 log vi deakhte hai samne kuch reaction ya fir khud ka POV dete hue Aisa qq hai...??
5 replies5 likes
Its Me Pratik
Your business and my... • 6m
part -1 of scam in india
Ep- 1 #amazon
guys ya platforms kasa scam kar raha hai kasa ma bata ta hu ra baba, shanti rako na
Amazon jab start huva tab 4 day delivery laka aya tab koi nahi data tha, then dusri company Dana lagi same 4 day delivery tab
part -1 of scam in india
Ep-1 #amazon guys ya platforms kasa scam kar raha hai kasa ma bata ta hu ra baba, shanti rako na
Amazon jab start huva tab 4 day delivery
laka aya tab koi nahi data tha, then dusri
company Dana lagi same 4 day delivery ta
See More
0 replies2 likes
Maheep Sharma
Hey I am on Medial • 2m
Kaam karne ke baad kuch padhai ki jaaye toh maza aata hai, lekin agar ulta kar do toh bilkul nahi!
Engineering is the best example - jab tak 3rd year me dam ki site pe nahi jaate, tab tak feel nahi aati!!
P.S: Ek bachekor ke lie weekend kya ho sk
See More
0 replies3 likes
krati gautam
Startup and General ... • 1m
Startup founders, suno! Maine ek baar AI ko apna “shortcut” samjha. Ek Co-Founder Agreement tha – par client bola, “Bas jaldi ho jaye!”
AI ne ek minute mein check kiya.
✅ Terms saaf. ✅ Koi risk nahi dikha.
Laga, “Wah, kitna aasan hai!”
Par phirr di
See More
1 replies5 likes
Luxor “LUXOR”
Hey I am on Medial • 10d
Aaj ke samay mein logon ki aankhon ki roshni tezī se kam ho rahi hai, aur iske kai bade kaaran hain. Neeche kuch mukhya wajahen di gayi hain jo aajkal aankhon ki takleef ka sabab ban rahi hain:
1. Mobile aur Screen Time ka zyada istemal:
Sabse bada
#medial app
hama jab new user tha tab hamari post trending ma ati thi aba kitni bhi achi post or kuch bhi dala do trending ma ati he nahi hai and uska sama na new user jiska idea bakwas hai, speeling mistakes hai unki post trending ma aa rahi hai bh