Back to feeds

Sunny Poddar

Stealth • 6m

Hello everyone....aapki ek help chahiye thi...if possible please guide me.....meri company jo ki healthcare mai hai try kar rhi hai hospital lab and pharmacy ko connect karne ka aur aisa platform jo ki sbhi ke liye useful ho banane ka.....but the problem is ki iske liye humare pass utne fund yah technical team support nhi hai ki app and acha website bana ske....ek firm se baat hua hai unhonhe kaha hai ki hum aapko sab kuch provide karenge from platform building, marketing , finance , maintenance and all bas server charge and extra charge jo bhi hai wo aapko bear karna hoga....but demanding 45% equity...hum negotiation karke 40% par leke aa gye but now I am doubting ki jyada equity to nhi de diya...yah aage kuch problem to nhi hogi ....itna percent equity dene pr..yah aage equity dekar itna company decision mai kuch problem to nhi aayegi...yah wo iss equity par kisi se loan to nhi le lenge and all.....kya aap log mujhe yaha kuch suggestion de skte ho to......

8 replies10 likes
Replies (8)

More like this

Recommendations from Medial

Image Description

Ankit Dubey

Stealth • 4m

Every Corporate Employee has 2 moods, 1. "Jo hoga, dekha jayega...!!" 2. "Jo ho raha hai, wo dekha nhi jarha...!!"

1 replies1 like

Abu Sufiyan

Stealth • 1m

purnia bihar mai students bahut hain aur yahan ke students ka mind set hai ki wo library mai jakar padhna chahte hain to kuch library open huei hai jo ki choti hai mai chahata hun. kuch bari library open krke acha profit ho sakta hai apne ko koi inve

See More
0 replies1 like
Image Description
Image Description

Praveen Kumar

Stealth • 16d

jaisa ki hum dekhte hai ki har wedding me kanyadaan diya jatata hai , jisko log diary me likh kr rakh lete hai aur har wedding me usdiary me check kr k kanyadaan dete hai. Maine socha hai ki kyu na ek App banai jaye "Kanyadaan" jisme har koi kanyadaa

See More
2 replies4 likes
1

Aakash Kant

Stealth • 5m

Zindagi ke safar mein, jo raaste hum chaltein hain, woh aksar ajeeb hote hain. Kabhi muskurahat bhare, toh kabhi dard se bhare hue. Har mod par naye sapne bante hain, aur purani yaadon ke dhaage tute hain. Kuch lamhe hote hain jo hamesha yaad rehte h

See More
0 replies1 like

Tushar Aher Patil

Stealth • 8m

Need suggestions Mai Commerce field ka student toh mera tech field ka itna kuch knowledge nhi hai aur aaj ki duniya mai most of job tech field ke liye hai toh Asia kuch toh skills hoga na Non - tech students ke liye jo market mai survive kar sake..

See More
0 replies6 likes
1
Image Description

Entrepreneur

Stealth • 22d

Ek Maze ki baat bataun . Pehele Hum Dimag ki/ Sub conscious mind ki jaane anjane me ( Padhte, likhte, dekhte, sunte...) aadat banate hai , fir Wo adate humari life banati hai . Ha purana hai par kaam ka hai . ☺️😊

1 replies3 likes

paper raj

Stealth • 3m

i have a idea uar maine excute bhi karna start kar diya hai mujhe abhi funding ki need hai jisse mai apna business aage badha paau fully digital aur samaj mai badlaw lane ko leke yah kaam hai aur income ki gaurante hai any invester interested

See More
0 replies4 likes
1
Image Description
Image Description

Vikram

Stealth • 9m

What's your view 🧐 Maine jitna observe Kiya hai medial pe ya to founder's hai jo business run kar rahe ya Jo Banna Chahte hai unhe talaash hai kisi cheej ki to kya hum live video call kr through connect kar sakte hai sabse ek ek din usme hum live ba

See More
2 replies5 likes
Image Description
Image Description

Rajan Singh

Stealth • 1m

mere paas ek successful business ideas hai. Jo abhi india me Koi competition nahi hai. mujhe ek angle investor ki jarurat hai jo mere company ko grow karne me meri help kar sake. 50% equity share

10 replies8 likes
Image Description
Image Description

V QUEEN INDIA

Stealth • 4m

BUSINESS IDEA 💡 Koi Bhi Brand Banana He Toh Aap Hamesha Chote Se suru kar sakte he jese ki ak business he Mobile Accessories Charger Earphone Bluetooth Airpods Etc. Aap 20/30 Lakh Se Suru Kar Sakte He Sabse Pehle Aapko Es Business ke Bare me Know

See More
12 replies12 likes
2

Download the medial app to read full posts, comements and news.