Back

I just watch the movie The Big Short in "English" Kuch samaj nahi aya siwayah ek chiz ke kuch housing bubble ke bare me he koi summary bata do toh krupa ho jaye

Anonymous

Anonymous 1

Hey I am on Medialย โ€ขย 10m

Basically bhai America me housing bubble ban gaya tha kyuki 30 saal tak banks unsecured andha kisiko bhi loan dede rahi thi because of agents jo commission khaa rahe the. Zyadatar log loan repay nahi karte the. Aur kuch logo ko 2006-2007 me ye numbers dikh gaye toh inhone ne un bonds ke against hedge kardie apne funds (un bonds ko SHORT) kardia aur sab ye log pe hase kyuki kisine expect hi nahi kia tha itna bada flaw hosakta hai system me. Jab sab fata toh economy puri world wide crash kargai aur recession aagaya. Par jo wo log the short karne wale unke paisa heavy badh gaye.

1 replies1 like
Replies (1)

More like this

Recommendations from Medial

Image Description
Image Description

ff jani

Hey I am on Medialย โ€ขย 3m

Mere pass ek business idea hai jo main pichle 10 year's se kar Raha hun aur bahot achha chal Raha tha aur dhire dhire main use badha bhi Raha tha kyunki business ke sath mujhe Ghar bhi chalana tha mere kandhho pe 6 insaan ki jimmedari hai aur sab kuc

See More
8 replies9 likes
Image Description

Ayushman Singh

Founder @MeeToday | ...ย โ€ขย 4m

Ek aisa idea hai jo pet owners ke liye life easy bana dega โ€“ Pet Care Vending Machines. Matlab, imagine karo ki aap apne dog ya cat ke saath park gaye ho aur food ya toy le jaana bhool gaye. Toh bas ek vending machine ke paas jao, aur wahan se pet fo

See More
9 replies2 likes

Account Deleted

Hey I am on Medialย โ€ขย 2m

SOMETHING VERY IMPORTANT ๐Ÿฅณ Let's execute something, chalo aaj dekhte hain ki ye Medial app ki taqat. Kabtak bas sochte rhoge chalo kuch practical bhi kiya jaye. Idea :- Ham sab medial app ke entrepreneurial minded users milkr ek aisa small busines

See More
0 replies7 likes
Image Description

Sahil Ansari

bada business aasan ...ย โ€ขย 3m

hi everyone aap aur me bhi ye soch kar iss platform par aaye the ki yaha hame apne bussiness idea par funding milegi magar aisa nahi hum log kitne wishwas ke sath apna idea yaha sabhi logo se share karte h jabki iss platform par idea holder zyada h i

See More
1 replies1 like
Anonymous

where you can see india in the next 10 years. I've seen India's downfall because of politics. not only Indian politics but Aaj kal har jagah dekho politics chal rhi hai. rishton me, corporates me, or india k politics to politics khel hi rhe hai. la

See More
0 replies1 like
Image Description
Image Description

Praveen Kumar

Hey I am on Medialย โ€ขย 4m

jaisa ki hum dekhte hai ki har wedding me kanyadaan diya jatata hai , jisko log diary me likh kr rakh lete hai aur har wedding me usdiary me check kr k kanyadaan dete hai. Maine socha hai ki kyu na ek App banai jaye "Kanyadaan" jisme har koi kanyadaa

See More
3 replies5 likes
1
Image Description

Shivam Sahu

Hey I am on Medialย โ€ขย 8m

to day I have 1 more idea ๐Ÿ’ก it is a commision work ham log Sadi eco friendly decoration karna chahte hai lekin koi bhi iska decorator milta nahi hame bas iske liye ek team banani hogi jo sab arange karke pura decoration kar de aur hame apna vebsi

See More
1 replies3 likes
Image Description
Image Description

Rishabh Verma

The Only Way Out Is ...ย โ€ขย 11m

Let's learn From Their Failures 1. Steve Jobs 1985 mein Steve Jobs ko Apple se nikal diya gaya tha, jo unhone co-found ki thi. 2. Jeff Bezos Amazon ke early days mein, Bezos ne kai projects launch kiye, jaise Fire Phone, jo bilkul flop ho gaya.

See More
4 replies12 likes
2
Image Description
Image Description

Naman Arora

Interested in financ...ย โ€ขย 2m

Ek waqt tha jab meri life bilkul confused thi. Har din naya stress, nayi tension. Kaam ka pressure, personal life mein clarity nahi, aur dimaag mein itne thoughts ki kuch samajh nahi aa raha tha. Aisa lagta tha ki main apni hi life mein lost ho gaya

See More
4 replies8 likes

Vishal Malhotra

Never Quitย โ€ขย 4m

Main jaanta hoon ki 2024 ek aasan saal nahi tha. Kabhi family problems ne pareshan kiya, toh kabhi financial struggles ne humein thoda rula diya. Shayad kuch sapne adhure rahe, kuch faisle galat ho gaye, aur kuch rishte sambhalne mein mushkilein aayi

See More
0 replies1 like

Download the medial app to read full posts, comements and news.