Nykaa's sharara sharara hit!
Founded in 2012 by ex-banker Falguni Nayar, Nykaa set out to be India's beauty destination. Starting with 200 brands, they quickly grew popular, opening their first store in 2015 and now boasting over 90 stores.
Financi
See More
Anonymous 2
•
Wipro • 8m
nyakaa Kyu bhai? Ek public company hai..
(Aur thoda mainstream likh dete)
mai Fresh Mart karkai ek app banya hai avi uspi acha review hai agar aap funding karenge to achcha hoga aap log I hai thoda funding kijiye thoda help kijiye thoda madad kijiye to main yah banaa sakta hun aur bada kar sakta hun bada school mein kam ka
See More
4 replies2 likes
Arjun yadav
Stealth • 1m
doston Maine health home care service shuru Kiya hai ab mujhe ek aise partner ki jarurat hai jo thoda funding bhi kar de aur marketing mein Mera Sahyog bhi kar de hospitalon se thoda sampark sadhne mein bhi Sahyog ho jaaye
Aise piddi engineers aake kisi PUBLIC COMPANY ke product pe ek daag laga ke chali jaati hai. Aur inhe bura nahi lagta? I would’ve been really embarrassed if this project was under me.
7 replies13 likes
Siddharth Parmar
Stealth • 9m
Majak bana k rakh diya hai designing ko to matlab office k kuch kam bach gaye ho to vo bhi likh dete 😑 #linkdIN #HIRING
8 replies7 likes
ram Industriesagra
Stealth • 2m
hello everyone main ek detergent powder ka brand start karna chahta hun koi mujhe fund karne Ko taiyar hai to main usko apna partner mujhe experience hai mere pass ek achcha brand name bhi hai thoda fund ka Ishu hai aur koi fund nahin karna chahe to
jaisa ki hum dekhte hai ki har wedding me kanyadaan diya jatata hai , jisko log diary me likh kr rakh lete hai aur har wedding me usdiary me check kr k kanyadaan dete hai.
Maine socha hai ki kyu na ek App banai jaye "Kanyadaan" jisme har koi kanyadaa
Ek chaiwala desh chala rha hai aur dusra influencer ban gya hai aur paise chaap rha hai!
Is india the only place jaha kuch bhi krke famous ho skte hai?
Bhai i mean 3.5 million followers thats crazy!!!!
I mean why am i even fighting to start my own
See More
8 replies7 likes
Aditya Sahu
Stealth • 28d
kabhi kabhi aisa hota hai ki hame koi chiz pasand ayi jiska price amazone pe kuch aur and flipkart pe kuch aur hai kyu na ek aisi app banai jaye jisme sabhi ecommerce app pe available us product ka price show hu...is this possible...and valid?
Mithila makhana ya Mera company hai aur isko ham bahut aage le Jana chahte Hain jiske liye humko ek achcha factory lagana hoga jiske liye humko financial support support ki jarurat hai aap invest kariye hamare company mein aur 10% ki hissedari ke sat
See More
5 replies3 likes
Rakesh Sharma
Stealth • 1m
Mera mera ek hardware shop hai usko main finance start karne ke liye thoda funding chahie mujhe real establish karna hai mujhe