koi he jo invest karna chahata ho to mujhe ap dm kare mujhe fund ki jarurat he jo bhi ho jarur msg kare
2 replies2 likes
Snehil Gupta
Stealthย โขย 3m
Ek cheez aur mujhe kuch log chaiye jo social media marketing mai interested ho ya saath mai start karna chahte hai
1 replies3 likes
Armaan Ansari
Stealthย โขย 26d
hello...sir madam.
mujhe new business start karna hai
maine pura business palan kar liya
hai bus mujhe ek acha patnar chaye
jo invas kare profit jo bhi start Karne ke
bad 50%50 rahe ga pura peper work
ke sath ye business start karege start hone ke
See More
9 replies2 likes
Amanat Prakash
Stealthย โขย 4m
If apko freelance platform start karna huaa toh konsa problem solve karne ka try kroge ya konsa asha special feature add karna chahoge jo tumare according kuch value add krega tumare platform pe
i want to launch a investing website jo chhote investero ko real estate me invest karna h
jisme koi limitation nahi ho minimum investment ki propert me square yard me bhi invest kar sake
kai ese invester he jo real estate me invest karna chahte he l
See More
0 replies5 likes
Krish Chouhan
Stealthย โขย 1m
mere pass ek idea he jo ki jab log khudko Sundar dikhana chahata he to yr product bohot chalega kyuki aj kal hair jaldi loss ho rahe he to mujhe 2 product he mere pass naturally he jo chal bhi jayga bas advertisement or or thoda investment ki jarurat
See More
1 replies1 like
Ravi Singh
Stealthย โขย 1m
Hey frnds..
Abhi mera side business ke liye kuch puchna tha
Mere pass Costumise watter bottle napkins
and food Packing Jisme hum Restaurants ki Branding karke dete hai Axa chal raha but abhi mujhe usko Lucknow ke bahar bhi start karna hai how can I
Aap apne business ko kaise badhane ki yojana bana rahe hain, jabki quality banaye rakhte hain?
A. Processes ko automate karna
B. Zyada staff hire karna
C. Dheere-dheere expand karna
D. Tasks ko outsource karna
!! Comment !! ..... ๐ค
1 replies4 likes
Rohan Saha
Stealthย โขย 4m
Logg india ke real estate market me to invest kar rahe he lakin uske sath furniture market me invest karna bhul gaye he.... India ki furniture Market bohot bari he lakin ajj vi bohot Kum investors hi uss sector me invest karte he
But still nazara mobile gaming me "WCC SERIES" ke alaba Or kuch dhang ka game nahi de pa rahi he etne experience ke bad vi.. Sayad ye log ESports me jada dhyan de rahe he....